Mahw-e-yas Logon Ki Baat Kyon Nahin Karte, Urdu Ghazal By Shahnawaz Ahmad

Mahw-e-yas Logon Ki Baat Kyon Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahnawaz Ahmad. Mahw-e-yas Logon Ki Baat Kyon Nahin Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mahw-e-yas Logon Ki Baat Kyon Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محو یاس لوگوں کی بات کیوں نہیں کرتے

شہنواز احمد

محو یاس لوگوں کی بات کیوں نہیں کرتے

تم اداس لوگوں کی بات کیوں نہیں کرتے

بات کرتے رہتے ہو رنج و غم کی ہر لمحہ

غم شناس لوگوں کی بات کیوں نہیں کرتے

آدمی کو رغبت ہے آدمی کی باتوں سے

آس پاس لوگوں کی بات کیوں نہیں کرتے

ہر کوئی ہے شیدائی مال و زر کی دیوی کا

بے اساس لوگوں کی بات کیوں نہیں کرتے

ہے نوازؔ باطل کی خواب گاہ یہ دنیا

حق شناس لوگوں کی بات کیوں نہیں کرتے

شہنواز احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mahw-e-yas Logon Ki Baat Kyon Nahin Karte

Shahnawaz Ahmad

mahw-e-yas logon ki baat kyon nahin karte
tum udas logon ki baat kyon nahin karte

baat karte rahte ho ranj-o-gham ki har lamha
gham-shanas logon ki baat kyon nahin karte

aadmi ko raghbat hai aadmi ki baaton se
aas-pas logon ki baat kyon nahin karte

har koi hai shaidai mal-o-zar ki dewi ka
be-asas logon ki baat kyon nahin karte

hai 'nawaz' baatil ki KHwab-gah ye duniya
haq-shanas logon ki baat kyon nahin karte

(405) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mahw-e-yas Logon Ki Baat Kyon Nahin Karte written by Shahnawaz Ahmad at UrduPoint. Mahw-e-yas Logon Ki Baat Kyon Nahin Karte is one of the masterpieces written by Shahnawaz Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Shahnawaz Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnawaz Ahmad' above.

Mahw-e-yas Logon Ki Baat Kyon Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mahw-e-yas Logon Ki Baat Kyon Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.