Sar Shewa-e-taslim Mein Is Darja Nigun Hai, Urdu Ghazal By Shahnawaz Ahmad

Sar Shewa-e-taslim Mein Is Darja Nigun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahnawaz Ahmad. Sar Shewa-e-taslim Mein Is Darja Nigun Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sar Shewa-e-taslim Mein Is Darja Nigun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سر شیوۂ تسلیم میں اس درجہ نگوں ہے

شہنواز احمد

سر شیوۂ تسلیم میں اس درجہ نگوں ہے

باقی کوئی سودا ہے نہ ہی کوئی جنوں ہے

یہ شام کے رخسار پہ پھیلی ہوئی لالی

اک حسرت کشتہ کی تمناؤں کا خوں ہے

اس آئنہ خانہ میں حقیقت نئیں کھلتی

یہ کاوش صد شیشہ گراں محض فسوں ہے

اے دشت بلا خیز ترا زعم سلامت

سنتے ہیں کہ عشاق کی معراج جنوں ہے

شوریدہ سری دیکھ کہاں لائی ہے ہم کو

اندوہ گیں لمحوں میں ہی اب دل کو سکوں ہے

گھیرے ہے نوازؔ آپ کو افسردگی کیوں کر

ہر ذرہ تو مشتاق دم کن فیکوں ہے

شہنواز احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sar Shewa-e-taslim Mein Is Darja Nigun Hai

Shahnawaz Ahmad

sar shewa-e-taslim mein is darja nigun hai
baqi koi sauda hai na hi koi junun hai

ye sham ke ruKHsar pe phaili hui lali
ek hasrat-e-kushta ki tamannaon ka KHun hai

is aaina-KHana mein haqiqat nain khulti
ye kawish-e-sad-shisha-garan mahz fusun hai

ai dasht-e-bala-KHez tera zo'm salamat
sunte hain ki 'ushshaq ki me’raj-e-junun hai

shorida-sari dekh kahan lai hai hum ko
andoh-gin lamhon mein hi ab dil ko sukun hai

ghere hai 'nawaz' aap ko afsurdagi kyun-kar
har zarra to mushtaq-e-dam-e-kun-fayakun hai

(355) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sar Shewa-e-taslim Mein Is Darja Nigun Hai written by Shahnawaz Ahmad at UrduPoint. Sar Shewa-e-taslim Mein Is Darja Nigun Hai is one of the masterpieces written by Shahnawaz Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Shahnawaz Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnawaz Ahmad' above.

Sar Shewa-e-taslim Mein Is Darja Nigun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sar Shewa-e-taslim Mein Is Darja Nigun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.