Mujhe Mat Is Tarah Dekho, Urdu Nazam By Shahnaz Nabi

Mujhe Mat Is Tarah Dekho is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahnaz Nabi. Mujhe Mat Is Tarah Dekho comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Mujhe Mat Is Tarah Dekho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے مت اس طرح دیکھو

شہناز نبی

مجھے مت اس طرح دیکھو

کہ جیسے کوئی دیمک سے اٹی لکڑی کو تکتا ہے

کسی سنسان کمرے کے در و دیوار پر لکھی ہوئی تنہائی

پڑھتا ہے

کھنڈر سے تار عنکبوت کا رشتہ سمجھنے کے لیے

خود سے الجھتا ہے

مجھے مت اس طرح رؤو

اچانک موت پر جس طرح روتے ہیں عزیزوں کو

فلک پر ٹوٹتے تاروں کو جیسے چاند روتا ہے

سمندر خالی سیپی کے لئے جیسے تڑپتا ہے

وہ رستے

جو کہ کترا کر گزر جاتے ہیں منزل سے

وہ صحرا جن کی وسعت پر گلستاں ناز کرتا ہے

وہ سپنے جو کہ شرمندہ نہ ہوں تعبیر کے ہاتھوں

انہیں رویا نہیں کرتے

شہناز نبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Mat Is Tarah Dekho

Shahnaz Nabi

mujhe mat is tarah dekho
ki jaise koi dimak se aTi lakDi ko takta hai
kisi sunsan kamre ke dar-o-diwar par likkhi hui tanhai
paDhta hai
khanDar se tar-e-ankabut ka rishta samajhne ke liye
KHud se ulajhta hai
mujhe mat is tarah roo
achanak maut par jis tarah rote hain azizon ko
falak par TuTte taron ko jaise chand rota hai
samundar KHali sipi ke liye jaise taDapta hai

wo raste
jo ki katra kar guzar jate hain manzil se
wo sahra jin ki wusat par gulistan naz karta hai
wo sapne jo ki sharminda na hon ta۔bir ke hathon
unhen roya nahin karte

(451) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Mat Is Tarah Dekho written by Shahnaz Nabi at UrduPoint. Mujhe Mat Is Tarah Dekho is one of the masterpieces written by Shahnaz Nabi. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Nabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Nabi' above.

Mujhe Mat Is Tarah Dekho is a widely read Urdu Nazam. If you like Mujhe Mat Is Tarah Dekho, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.