Aadab Zindagi Se Bahut Dur Ho Gaya, Urdu Ghazal By Shahood Alam Aafaqi

Aadab Zindagi Se Bahut Dur Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahood Alam Aafaqi. Aadab Zindagi Se Bahut Dur Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aadab Zindagi Se Bahut Dur Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آداب زندگی سے بہت دور ہو گیا

شہود عالم آفاقی

آداب زندگی سے بہت دور ہو گیا

شہرت ذرا ملی تو وہ مغرور ہو گیا

اب رقص خاک و خوں پہ کوئی بولتا نہیں

جیسے یہ میرے ملک کا دستور ہو گیا

دشمن سے سرحدوں کو بچانا تھا جس کا کام

اپنوں کو قتل کرنے پہ مامور ہو گیا

گمنام تھا لباس شرافت کی وجہ سے

دستار مکر باندھی تو مشہور ہو گیا

سورج بھی اعتماد کے قابل نہیں رہا

آیا جو وقت شام تو بے نور ہو گیا

نالہ جو بہہ رہا تھا مرے گاؤں میں شہودؔ

دریا سے مل گیا ہے تو مغرور ہو گیا

شہود عالم آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aadab Zindagi Se Bahut Dur Ho Gaya

Shahood Alam Aafaqi

aadab zindagi se bahut dur ho gaya
shohrat zara mili to wo maghrur ho gaya

ab raqs-e-KHak-o-KHun pe koi bolta nahin
jaise ye mere mulk ka dastur ho gaya

dushman se sarhadon ko bachana tha jis ka kaam
apnon ko qatl karne pe mamur ho gaya

gumnam tha libas-e-sharafat ki wajh se
dastar-e-makr bandhi to mashhur ho gaya

suraj bhi e'timad ke qabil nahin raha
aaya jo waqt-e-sham to be-nur ho gaya

nala jo bah raha tha mere ganw mein 'shahud'
dariya se mil gaya hai to maghrur ho gaya

(488) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aadab Zindagi Se Bahut Dur Ho Gaya written by Shahood Alam Aafaqi at UrduPoint. Aadab Zindagi Se Bahut Dur Ho Gaya is one of the masterpieces written by Shahood Alam Aafaqi. You can also find the complete poetry collection of Shahood Alam Aafaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahood Alam Aafaqi' above.

Aadab Zindagi Se Bahut Dur Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aadab Zindagi Se Bahut Dur Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.