Sahil Pe Ye TuTe Hue TaKHte Jo PaDe Hain, Urdu Ghazal By Shahood Alam Aafaqi

Sahil Pe Ye TuTe Hue TaKHte Jo PaDe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahood Alam Aafaqi. Sahil Pe Ye TuTe Hue TaKHte Jo PaDe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sahil Pe Ye TuTe Hue TaKHte Jo PaDe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ساحل پہ یہ ٹوٹے ہوئے تختے جو پڑے ہیں

شہود عالم آفاقی

ساحل پہ یہ ٹوٹے ہوئے تختے جو پڑے ہیں

ٹکرائے ہیں طوفاں سے تلاطم سے لڑے ہیں

دل اپنا جلاؤ شب ظلمت کے حریفو

کیا غم ہے چراغوں کے اگر قحط پڑے ہیں

چڑھنے دو ابھی اور ذرا وقت کا سورج

ہو جائیں گے چھوٹے یہی سائے جو بڑے ہیں

منزل سے پلٹ آئے ہیں ہم اہل محبت

جو سنگ ہدایت تھے وہ رستے میں کھڑے ہیں

ہیں مسخ شدہ چہرے شہودؔ آپ سے برہم

آئینہ صفت آپ مقابل جو کھڑے ہیں

شہود عالم آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sahil Pe Ye TuTe Hue TaKHte Jo PaDe Hain

Shahood Alam Aafaqi

sahil pe ye TuTe hue taKHte jo paDe hain
Takrae hain tufan se talatum se laDe hain

dil apna jalao shab-e-zulmat ke harifo
kya gham hai charaghon ke agar qaht paDe hain

chaDhne do abhi aur zara waqt ka suraj
ho jaenge chhoTe yahi sae jo baDe hain

manzil se palaT aae hain hum ahl-e-mohabbat
jo sang-e-hidayat the wo raste mein khaDe hain

hain masKH-shuda chehre 'shahud' aap se barham
aaina-sifat aap muqabil jo khaDe hain

(487) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sahil Pe Ye TuTe Hue TaKHte Jo PaDe Hain written by Shahood Alam Aafaqi at UrduPoint. Sahil Pe Ye TuTe Hue TaKHte Jo PaDe Hain is one of the masterpieces written by Shahood Alam Aafaqi. You can also find the complete poetry collection of Shahood Alam Aafaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahood Alam Aafaqi' above.

Sahil Pe Ye TuTe Hue TaKHte Jo PaDe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sahil Pe Ye TuTe Hue TaKHte Jo PaDe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.