Barsat Ka Udhar Hai Dimagh Aasman Par, Urdu Ghazal By Shahood Alam Aafaqi

Barsat Ka Udhar Hai Dimagh Aasman Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahood Alam Aafaqi. Barsat Ka Udhar Hai Dimagh Aasman Par comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Barsat Ka Udhar Hai Dimagh Aasman Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

برسات کا ادھر ہے دماغ آسمان پر

شہود عالم آفاقی

برسات کا ادھر ہے دماغ آسمان پر

چھپر ادھر نہیں ہے ہمارے مکان پر

مسجد میں اس کو دیکھ کے حیران رہ گیا

تنقید کر رہا تھا جو کل تک اذان پر

کاغذ کے بال و پر پہ بھروسہ نہ کیجیئے

جانا اگر ہے آپ کو اونچی اڑان پر

اب تک رمق حیات کی پیدا نہ ہو سکی

کیا میں لہو چھڑکتا رہا ہوں چٹان پر

دو چار ہاتھ اڑ کے زمیں پر جو آ گئے

تنقید کر رہے ہیں ہماری اڑان پر

جہل خرد نے توڑ دیں سب بندشیں شہودؔ

ناسخؔ کا اب اجارہ نہیں ہے زبان پر

شہود عالم آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barsat Ka Udhar Hai Dimagh Aasman Par

Shahood Alam Aafaqi

barsat ka udhar hai dimagh aasman par
chhappar idhar nahin hai hamare makan par

masjid mein us ko dekh ke hairan rah gaya
tanqid kar raha tha jo kal tak azan par

kaghaz ke baal-o-par pe bharosa na kijiye
jaana agar hai aap ko unchi uDan par

ab tak ramaq hayat ki paida na ho saki
kya main lahu chhiDakta raha hun chaTan par

do chaar hath uD ke zamin par jo aa gae
tanqid kar rahe hain hamari uDan par

jehl-e-KHirad ne toD din sab bandishen 'shahud'
'nasiKH' ka ab ijara nahin hai zaban par

(482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Barsat Ka Udhar Hai Dimagh Aasman Par written by Shahood Alam Aafaqi at UrduPoint. Barsat Ka Udhar Hai Dimagh Aasman Par is one of the masterpieces written by Shahood Alam Aafaqi. You can also find the complete poetry collection of Shahood Alam Aafaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahood Alam Aafaqi' above.

Barsat Ka Udhar Hai Dimagh Aasman Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Barsat Ka Udhar Hai Dimagh Aasman Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.