Fan Ke Shajar Par Phal Jo Lage Hain, Urdu Ghazal By Shahood Alam Aafaqi

Fan Ke Shajar Par Phal Jo Lage Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahood Alam Aafaqi. Fan Ke Shajar Par Phal Jo Lage Hain comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Fan Ke Shajar Par Phal Jo Lage Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فن کے شجر پر پھل جو لگے ہیں

شہود عالم آفاقی

فن کے شجر پر پھل جو لگے ہیں

ان میں زیادہ تر کچے ہیں

کیسا یہ کل جگ آیا ہے

لوگ پڑوسی سے ڈرتے ہیں

جھوٹ ہے سب آئے تھے فسادی

یہ تو کرشمے وردی کے ہیں

کتنے دانشور ہو بھیا

جاننے والے جان رہے ہیں

چیخ کے لہجہ بول رہا ہے

شعر شہودؔ آفاقی کے ہیں

شہود عالم آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fan Ke Shajar Par Phal Jo Lage Hain

Shahood Alam Aafaqi

fan ke shajar par phal jo lage hain
un mein zyaada tar kachche hain

kaisa ye kal-jug aaya hai
log paDosi se Darte hain

jhuT hai sab aae the fasadi
ye to karishme wardi ke hain

kitne danish-war ho bhayya
jaanne wale jaan rahe hain

chiKH ke lahja bol raha hai
sher 'shuhud' aafaqi ke hain

(449) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fan Ke Shajar Par Phal Jo Lage Hain written by Shahood Alam Aafaqi at UrduPoint. Fan Ke Shajar Par Phal Jo Lage Hain is one of the masterpieces written by Shahood Alam Aafaqi. You can also find the complete poetry collection of Shahood Alam Aafaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahood Alam Aafaqi' above.

Fan Ke Shajar Par Phal Jo Lage Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fan Ke Shajar Par Phal Jo Lage Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.