Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa, Urdu Ghazal By Shahzad Anjum Burhani

Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahzad Anjum Burhani. Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات کے وقت کوئی گیت سناتی ہے ہوا

شہزاد انجم برہانی

رات کے وقت کوئی گیت سناتی ہے ہوا

شاخ در شاخ بھلا کس کو بلاتی ہے ہوا

سرد رات اپنی نہیں کٹتی کبھی تیرے بغیر

ایسے موسم میں تو اور آگ لگاتی ہے ہوا

ایک مانوس سی خوشبو سے مہکتی ہے فضا

جب تو آتا ہے بہت شور مچاتی ہے ہوا

کن گزر گاہوں کے ہیں گرد و غبار آنکھوں میں

روز پت جھڑ کے ہمیں خواب دکھاتی ہے ہوا

زندگی جلتا ہوا ایک دیا ہے انجمؔ

دیکھنا یہ ہے کہاں جا کے بجھاتی ہے ہوا

شہزاد انجم برہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa

Shahzad Anjum Burhani

raat ke waqt koi git sunati hai hawa
shaKH-dar-shaKH bhala kis ko bulati hai hawa

sard raat apni nahin kaTti kabhi tere baghair
aise mausam mein to aur aag lagati hai hawa

ek manus si KHushbu se mahakti hai faza
jab tu aata hai bahut shor machati hai hawa

kin guzargahon ke hain gard-o-ghubar aankhon mein
roz patjhaD ke hamein KHwab dikhati hai hawa

zindagi jalta hua ek diya hai 'anjum'
dekhna ye hai kahan ja ke bujhati hai hawa

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa written by Shahzad Anjum Burhani at UrduPoint. Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa is one of the masterpieces written by Shahzad Anjum Burhani. You can also find the complete poetry collection of Shahzad Anjum Burhani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahzad Anjum Burhani' above.

Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.