Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati, Urdu Ghazal By Shakeel Azmi

Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Azmi. Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شاعری روح میں تحلیل نہیں ہو پاتی

شکیل اعظمی

شاعری روح میں تحلیل نہیں ہو پاتی

ہم سے جذبات کی تشکیل نہیں ہو پاتی

ہم ملازم ہیں مگر تھوڑی انا رکھتے ہیں

ہم سے ہر حکم کی تعمیل نہیں ہو پاتی

آسماں چھین لیا کرتا ہے سارا پانی

آنکھ بھرتی ہے مگر جھیل نہیں ہو پاتی

شام تک ٹوٹ کے ہر روز بکھر جاتا ہوں

یاس امید میں تبدیل نہیں ہو پاتی

رات بھر نیند کے صحرا میں بھٹکتا ہوں مگر

صبح تک خواب کی تکمیل نہیں ہو پاتی

شکیل اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati

Shakeel Azmi

shairi ruh mein tahlil nahin ho pati
hum se jazbaat ki tashkil nahin ho pati

hum mulazim hain magar thoDi ana rakhte hain
hum se har hukm ki tamil nahin ho pati

aasman chhin liya karta hai sara pani
aankh bharti hai magar jhil nahin ho pati

sham tak TuT ke har roz bikhar jata hun
yas ummid mein tabdil nahin ho pati

raat-bhar nind ke sahra mein bhaTakta hun magar
subh tak KHwab ki takmil nahin ho pati

(567) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati written by Shakeel Azmi at UrduPoint. Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati is one of the masterpieces written by Shakeel Azmi. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Azmi' above.

Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shairi Ruh Mein Tahlil Nahin Ho Pati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.