Buzdili Si Kahan Ye Marti Hain, Urdu Ghazal By Shakir Husain Islahi

Buzdili Si Kahan Ye Marti Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakir Husain Islahi. Buzdili Si Kahan Ye Marti Hain comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Buzdili Si Kahan Ye Marti Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بزدلی سی کہاں یہ مرتی ہیں

شاکر حسین اصلاحی

بزدلی سی کہاں یہ مرتی ہیں

مشکلیں حوصلوں سے ڈرتی ہیں

اشک آتے ہیں جب ندامت کے

میری آنکھیں بہت نکھرتی ہیں

کاٹ دو ہاتھ ان ہواؤں کے

جو چراغوں کا قتل کرتی ہیں

کرنی پڑتی ہیں پہلے تدبیریں

پھر کہیں قسمتیں سنورتی ہیں

خواہشیں مفلسوں کے سینے میں

روز جیتی ہیں روز مرتی ہیں

صبر کی حد میں رہنا پڑتا ہے

آیتیں یوں کہاں اترتی ہیں

ڈھلتی عمروں کی لڑکیاں شاکرؔ

آئنہ دیکھنے سے ڈرتی ہیں

شاکر حسین اصلاحی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Buzdili Si Kahan Ye Marti Hain

Shakir Husain Islahi

buzdili si kahan ye marti hain
mushkilen hauslon se Darti hain

ashk aate hain jab nadamat ke
meri aankhen bahut nikharti hain

kaT do hath in hawaon ke
jo charaghon ka qatl karti hain

karni paDti hain pahle tadbiren
phir kahin qismaten sanwarti hain

KHwahishen muflison ke sine mein
roz jiti hain roz marti hain

sabr ki had mein rahna paDta hai
aayaten yun kahan utarti hain

Dhalti umron ki laDkiyan 'shakir'
aaina dekhne se Darti hain

(453) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Buzdili Si Kahan Ye Marti Hain written by Shakir Husain Islahi at UrduPoint. Buzdili Si Kahan Ye Marti Hain is one of the masterpieces written by Shakir Husain Islahi. You can also find the complete poetry collection of Shakir Husain Islahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakir Husain Islahi' above.

Buzdili Si Kahan Ye Marti Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Buzdili Si Kahan Ye Marti Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.