Har Safar Hai Nae Sarabon Ka, Urdu Ghazal By Shakir Husain Islahi

Har Safar Hai Nae Sarabon Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakir Husain Islahi. Har Safar Hai Nae Sarabon Ka comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Safar Hai Nae Sarabon Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر سفر ہے نئے سرابوں کا

شاکر حسین اصلاحی

ہر سفر ہے نئے سرابوں کا

جیسے اک سلسلہ عذابوں کا

باقی تاریکیوں کی خواہش ہے

قتل کرنا ہے آفتابوں کا

جانے کس دھن میں زندگی گزری

چہرہ تکتے رہے کتابوں کا

روبرو اب کہاں ملاقاتیں

سلسلہ رہ گیا ہے خوابوں کا

برچھیاں رتجگوں کی چلتی ہیں

قتل ہوتا ہے روز خوابوں کا

میری خلوت میں آنا جانا ہے

آفتابوں کا ماہتابوں کا

ان پہ چھڑکیں ذرا لہو میرا

رنگ پھینکا ہے کچھ گلابوں کا

جس سے ہنس کر لڑا ہوں میں شاکرؔ

ایک لشکر تھا اضطرابوں کا

شاکر حسین اصلاحی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Safar Hai Nae Sarabon Ka

Shakir Husain Islahi

har safar hai nae sarabon ka
jaise ek silsila azabon ka

baqi tarikiyon ki KHwahish hai
qatl karna hai aaftabon ka

jaane kis dhun mein zindagi guzri
chehra takte rahe kitabon ka

ru-ba-ru ab kahan mulaqaten
silsila rah gaya hai KHwabon ka

barchhiyan ratjagon ki chalti hain
qatl hota hai roz KHwabon ka

meri KHalwat mein aana-jaana hai
aaftabon ka mahtabon ka

in pe chhiDken zara lahu mera
rang phenka hai kuchh gulabon ka

jis se hans kar laDa hun main 'shakir'
ek lashkar tha iztiraاbiyon ka

(432) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Safar Hai Nae Sarabon Ka written by Shakir Husain Islahi at UrduPoint. Har Safar Hai Nae Sarabon Ka is one of the masterpieces written by Shakir Husain Islahi. You can also find the complete poetry collection of Shakir Husain Islahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakir Husain Islahi' above.

Har Safar Hai Nae Sarabon Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Safar Hai Nae Sarabon Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.