Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai, Urdu Ghazal By Shakir Husain Islahi

Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakir Husain Islahi. Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس کی یادوں کا فیض جاری ہے

شاکر حسین اصلاحی

کس کی یادوں کا فیض جاری ہے

کس لئے اتنی آہ و زاری ہے

سی لئے ہونٹ پی لئے آنسو

یہ ہی تہذیب انکساری ہے

کس کی یادوں میں جاگتے ہو تم

کس کے خوابوں کی ذمہ داری ہے

صرف عنواں بدل دیا تم نے

ورنہ یہ داستاں ہماری ہے

جتنے احسان ہیں تمہارے ہیں

جو خطا ہے فقط ہماری ہے

میرؔ صاحب بھی خوب کہتے ہیں

عشق پتھر ہے اور بھاری ہے

بہہ رہی ہے فرات غم شاکرؔ

آنسوؤں کی سبیل جاری ہے

شاکر حسین اصلاحی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai

Shakir Husain Islahi

kis ki yaadon ka faiz jari hai
kis liye itni aah-o-zari hai

si liye honT pi liye aansu
ye hi tahzib-e-inkisari hai

kis ki yaadon mein jagte ho tum
kis ke KHwabon ki zimmedari hai

sirf unwan badal diya tum ne
warna ye dastan hamari hai

jitne ehsan hain tumhaare hain
jo KHata hai faqat hamari hai

'mir' sahab bhi KHub kahte hain
ishq patthar hai aur bhaari hai

bah rahi hai furaat-e-gham 'shakir'
aansuon ki sabil jari hai

(449) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai written by Shakir Husain Islahi at UrduPoint. Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai is one of the masterpieces written by Shakir Husain Islahi. You can also find the complete poetry collection of Shakir Husain Islahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakir Husain Islahi' above.

Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.