Phir Kaun Hai Jahan Mein But Bewafa Ke Baad, Urdu Ghazal By Shakir Naiti

Phir Kaun Hai Jahan Mein But Bewafa Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakir Naiti. Phir Kaun Hai Jahan Mein But Bewafa Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Kaun Hai Jahan Mein But Bewafa Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر کون ہے جہاں میں بت بے وفا کے بعد

شاکر نائطی

پھر کون ہے جہاں میں بت بے وفا کے بعد

میرے لئے تو ایک وہی ہے خدا کے بعد

ہے جرم عاشقی تو خطا کر خطا کے بعد

آتا ہے اس میں لطف خطا ہر سزا کے بعد

سمجھا کئے وہ اہل غرض کا معاملہ

مٹنا پڑا مجھے بھی خود اپنی وفا کے بعد

آنکھیں اٹھی ہوئی ہیں اگر ہاتھ گر پڑے

یعنی کہ انتظار اثر ہے دعا کے بعد

آتا ہے تجھ کو اور تلون مزاج کیا

شوخی کے بعد شرم تو کیا ہے حیا کے بعد

اب میں ہوں اور کشاکش امید و بیم ہے

وہ مسکرا رہے ہیں مری التجا کے بعد

اب تو دوام حال کی ہے آرزو مجھے

مطلوب اور کچھ نہیں ان کی رضا کے بعد

ڈر ہے کہ یہ نیا کوئی طرز ستم نہ ہو

کیوں مائل کرم ہیں وہ جور و جفا کے بعد

سنبھلے کوئی تو ٹھوکریں کھانا برا نہیں

ہو تو تلاش حق ہوس ماسوا کے بعد

کیوں آستان دوست ملی پھر کوئی جبیں

میری جبین دیر و حرم آشنا کے بعد

شاکرؔ جب اس نے سن کے کہا جی بجا درست

ہم سر جھکا کے رہ گئے عرض وفا کے بعد

شاکر نائطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Kaun Hai Jahan Mein But Bewafa Ke Baad

Shakir Naiti

phir kaun hai jahan mein but bewafa ke baad
mere liye to ek wahi hai KHuda ke baad

hai jurm aashiqi to KHata kar KHata ke baad
aata hai is mein lutf-e-KHata har saza ke baad

samjha kiye wo ahl-e-gharaz ka moamla
miTna paDa mujhe bhi KHud apni wafa ke baad

aankhen uThi hui hain agar hath gir paDe
yani ki intizar-e-asar hai dua ke baad

aata hai tujh ko aur talawwun-mizaj kya
shoKHi ke baad sharm to kya hai haya ke baad

ab main hun aur kashakash-e-ummid-o-bim hai
wo muskura rahe hain meri iltija ke baad

ab to dawam-e-haal ki hai aarzu mujhe
matlub aur kuchh nahin un ki raza ke baad

Dar hai ki ye naya koi tarz-e-sitam na ho
kyon mail-e-karam hain wo jaur-o-jafa ke baad

sanbhle koi to Thokaren khana bura nahin
ho to talash-e-haq hawas-e-ma-siwa ke baad

kyon aastan-e-dost mili phir koi jabin
meri jabin-e-dair-o-haram-ashna ke baad

'shakir' jab us ne sun ke kaha ji baja durust
hum sar jhuka ke rah gae arz-e-wafa ke baad

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Kaun Hai Jahan Mein But Bewafa Ke Baad written by Shakir Naiti at UrduPoint. Phir Kaun Hai Jahan Mein But Bewafa Ke Baad is one of the masterpieces written by Shakir Naiti. You can also find the complete poetry collection of Shakir Naiti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakir Naiti' above.

Phir Kaun Hai Jahan Mein But Bewafa Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Kaun Hai Jahan Mein But Bewafa Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.