Wade Par Etibar Ki GhaDiyan, Urdu Ghazal By Shameem Fatima Jafari

Wade Par Etibar Ki GhaDiyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shameem Fatima Jafari. Wade Par Etibar Ki GhaDiyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wade Par Etibar Ki GhaDiyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وعدے پر اعتبار کی گھڑیاں

شمیم فاطمہ جعفری

وعدے پر اعتبار کی گھڑیاں

اضطراب و قرار کی گھڑیاں

دل کی دھڑکن پہ گن رہے ہیں ہم

آپ کے انتظار کی گھڑیاں

کچھ یقیں کچھ گماں میں کاٹی ہیں

ہم نے لیل و نہار کی گھڑیاں

یاد ماضی امید مستقبل

دل کے غرق اور ابھار کی گھڑیاں

ہیں میسر جنوں کے صدقے میں

دشت میں بھی بہار کی گھڑیاں

آپ کی ایک نظر کی قیمت ہیں

دل کے صبر و قرار کی گھڑیاں

ہیں مرے عجز و انکسار تلک

تیری شان و وقار کی گھڑیاں

مل رہی ہیں شمیمؔ کے دم تک

باغ و گل کو بہار کی گھڑیاں

شمیم فاطمہ جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wade Par Etibar Ki GhaDiyan

Shameem Fatima Jafari

wade par e'tibar ki ghaDiyan
iztirab-o-qarar ki ghaDiyan

dil ki dhaDkan pa gin rahe hain hum
aap ke intizar ki ghaDiyan

kuchh yaqin kuchh guman mein kaTi hain
hum ne lail-o-nahaar ki ghaDiyan

yaad-e-mazi ummid-e-mustaqbil
dil ke gharq aur ubhaar ki ghaDiyan

hain mayassar junun ke sadqe mein
dasht mein bhi bahaar ki ghaDiyan

aap ki ek nazar ki qimat hain
dil ke sabr-o-qarar ki ghaDiyan

hain mere ijz-o-inkisar talak
teri shan-o-waqar ki ghaDiyan

mil rahi hain 'shamim' ke dam tak
bagh-o-gul ko bahaar ki ghaDiyan

(378) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wade Par Etibar Ki GhaDiyan written by Shameem Fatima Jafari at UrduPoint. Wade Par Etibar Ki GhaDiyan is one of the masterpieces written by Shameem Fatima Jafari. You can also find the complete poetry collection of Shameem Fatima Jafari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shameem Fatima Jafari' above.

Wade Par Etibar Ki GhaDiyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wade Par Etibar Ki GhaDiyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.