Ab Tak Jo Baqaya Hai Ada Kar Do Sabhi Ab Achchha Hai Yahi Ab, Urdu Ghazal By Shamim Abbas

Ab Tak Jo Baqaya Hai Ada Kar Do Sabhi Ab Achchha Hai Yahi Ab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Abbas. Ab Tak Jo Baqaya Hai Ada Kar Do Sabhi Ab Achchha Hai Yahi Ab comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Tak Jo Baqaya Hai Ada Kar Do Sabhi Ab Achchha Hai Yahi Ab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تک جو بقایا ہے ادا کر دو سبھی اب اچھا ہے یہی اب

شمیم عباس

اب تک جو بقایا ہے ادا کر دو سبھی اب اچھا ہے یہی اب

وہ باتیں ملاقاتیں کئی راتیں مری اب سب آج ابھی اب

سر میں ترے سر اپنا کوئی کاہے ملائے جو کھائے وہ گائے

چلتی جو چلی آئی نہ چلنے کی تری اب ہے باری مری اب

چاہا نہ ملا جو نہیں چاہا ملا اکثر ہیرا ہو کہ پتھر

ہر مال نرا کھوٹا کھری دھوکا دھڑی اب ہے کس کو پڑی اب

انہونی پہ جب روئیں تو ڈپٹے کبھی ڈانٹے اور فلسفہ چھانٹے

آوازیں سبھی خوف زدہ سہمی ڈری اب اب گاج گری اب

دم سادھے زباں باندھے کبھی سر نہ اٹھائیں جھکتے چلے جائیں

ناکارہ ہوئی پوچ سی یہ سوچ تری اب چل سوچ نئی اب

سچ مجھ سے سنو سچ کی تمہیں جتنی بھنک ہے آٹے میں نمک ہے

منہ کھلتے ہی کھل جائے گی ساری قلعی اب حد ہو بھی چکی اب

کیا کچھ ہوں بھلی بھانتی مجھے جانتے سب ہیں پر مانتے کب ہیں

لو چمکا دمک اٹھا جوں ہی گرد چھٹی اب آنکھیں ہیں پھٹی اب

میں آؤں گا چھا جاؤں گا رستے میں کہیں ہوں میں حق ہوں یقیں ہوں

سکھ جھیلیں گی آنکھیں سبھی برسوں کی جگی اب اور دل کی لگی اب

شمیم عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Tak Jo Baqaya Hai Ada Kar Do Sabhi Ab Achchha Hai Yahi Ab

Shamim Abbas

ab tak jo baqaya hai ada kar do sabhi ab achchha hai yahi ab
wo baaten mulaqaten kai raaten meri ab sab aaj abhi ab

sur mein tere sur apna koi kahe milae jo khae wo gae
chalti jo chali aai na chalne ki teri ab hai bari meri ab

chaha na mila jo nahin chaha mila aksar hira ho ki patthar
har mal nira khoTa khari dhoka dhaDi ab hai kis ko paDi ab

anhoni pe jab roen to DapTe kabhi DanTe aur falsafa chhanTe
aawazen sabhi KHauf-zada sahmi Dari ab ab gaj giri ab

dam sadhe zaban bandhe kabhi sar na uThaen jhukte chale jaen
nakara hui poch si ye soch teri ab chal soch nai ab

sach mujh se suno sach ki tumhein jitni bhanak hai aaTe mein namak hai
munh khulte hi khul jaegi sari qali ab had ho bhi chuki ab

kya kuchh hun bhali bhanti mujhe jaante sab hain par mante kab hain
lo chamka damak uTha junhi gard chhaTi ab aankhen hain phaTi ab

main aaunga chha jaunga raste mein kahin hun main haq hun yaqin hun
sukh jhelengi aankhen sabhi barson ki jagi ab aur dil ki lagi ab

(465) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Tak Jo Baqaya Hai Ada Kar Do Sabhi Ab Achchha Hai Yahi Ab written by Shamim Abbas at UrduPoint. Ab Tak Jo Baqaya Hai Ada Kar Do Sabhi Ab Achchha Hai Yahi Ab is one of the masterpieces written by Shamim Abbas. You can also find the complete poetry collection of Shamim Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Abbas' above.

Ab Tak Jo Baqaya Hai Ada Kar Do Sabhi Ab Achchha Hai Yahi Ab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Tak Jo Baqaya Hai Ada Kar Do Sabhi Ab Achchha Hai Yahi Ab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.