Aasman Ka Rang Meri Zat Mein Ghul Jaega, Urdu Ghazal By Shamim Farooqui

Aasman Ka Rang Meri Zat Mein Ghul Jaega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Farooqui. Aasman Ka Rang Meri Zat Mein Ghul Jaega comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aasman Ka Rang Meri Zat Mein Ghul Jaega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آسماں کا رنگ میری ذات میں گھل جائے گا

شمیم فاروقی

آسماں کا رنگ میری ذات میں گھل جائے گا

دیکھنا اک دن غبار جسم بھی دھل جائے گا

ایک اک کر کے پرندے اڑ رہے ہیں شاخ سے

ایسا لگتا ہے کہ جیسے موسم گل جائے گا

خوف کی دیوی کو آخر مل گیا اس کا پتہ

اس کے شعروں سے بھی اب رنگ تغزل جائے گا

درد کے جھونکوں سے بچنا اب کہاں ممکن شمیمؔ

بند ہوگا ایک در تو دوسرا کھل جائے گا

شمیم فاروقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aasman Ka Rang Meri Zat Mein Ghul Jaega

Shamim Farooqui

aasman ka rang meri zat mein ghul jaega
dekhna ek din ghubar-e-jism bhi dhul jaega

ek ek kar ke parinde uD rahe hain shaKH se
aisa lagta hai ki jaise mausam-e-gul jaega

KHauf ki dewi ko aaKHir mil gaya us ka pata
us ke sheron se bhi ab rang-e-taghazzul jaega

dard ke jhonkon se bachna ab kahan mumkin 'shamim'
band hoga ek dar to dusra khul jaega

(409) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aasman Ka Rang Meri Zat Mein Ghul Jaega written by Shamim Farooqui at UrduPoint. Aasman Ka Rang Meri Zat Mein Ghul Jaega is one of the masterpieces written by Shamim Farooqui. You can also find the complete poetry collection of Shamim Farooqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Farooqui' above.

Aasman Ka Rang Meri Zat Mein Ghul Jaega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aasman Ka Rang Meri Zat Mein Ghul Jaega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.