Zamin Pe Panw Kahin Sar Pe Aasman Nahin, Urdu Ghazal By Shamim Shahzad

Zamin Pe Panw Kahin Sar Pe Aasman Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Shahzad. Zamin Pe Panw Kahin Sar Pe Aasman Nahin comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Pe Panw Kahin Sar Pe Aasman Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں پہ پاؤں کہیں سر پہ آسمان نہیں

شمیم شہزاد

زمیں پہ پاؤں کہیں سر پہ آسمان نہیں

وہ سانحہ ہے کہ جو قابل بیان نہیں

تم اپنے پیچھے سراغ اپنا چھوڑ جاؤ گے

کہ تم سے اچھی یہ دھرتی ہے جو چٹان نہیں

جزیرے والو ہو کیوں اپنے حال پہ شاداں

فضائے بحر کا ہر لمحہ با امان نہیں

اس ایک لمس سے اب تک سلگ رہا ہوں میں

کہ اس بدن سا کوئی اور شعلہ دان نہیں

فنا جو ہو گیا اوروں کے واسطے شہزادؔ

اسی کے نام سے منسوب داستان نہیں

شمیم شہزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Pe Panw Kahin Sar Pe Aasman Nahin

Shamim Shahzad

zamin pe panw kahin sar pe aasman nahin
wo saneha hai ki jo qabil-e-bayan nahin

tum apne pichhe suragh apna chhoD jaoge
ki tum se achchhi ye dharti hai jo chaTan nahin

jazire walo ho kyon apne haal pe shadan
faza-e-bahr ka har lamha ba-aman nahin

us ek lams se ab tak sulag raha hun main
ki us badan sa koi aur shoala-dan nahin

fana jo ho gaya auron ke waste 'shahzad'
usi ke nam se mansub dastan nahin

(371) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamin Pe Panw Kahin Sar Pe Aasman Nahin written by Shamim Shahzad at UrduPoint. Zamin Pe Panw Kahin Sar Pe Aasman Nahin is one of the masterpieces written by Shamim Shahzad. You can also find the complete poetry collection of Shamim Shahzad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Shahzad' above.

Zamin Pe Panw Kahin Sar Pe Aasman Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Pe Panw Kahin Sar Pe Aasman Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.