Jab Bhi Tumhaari Yaad Ki AahaT Mujhe Mili, Urdu Ghazal By Shams Faridee

Jab Bhi Tumhaari Yaad Ki AahaT Mujhe Mili is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shams Faridee. Jab Bhi Tumhaari Yaad Ki AahaT Mujhe Mili comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Bhi Tumhaari Yaad Ki AahaT Mujhe Mili on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب بھی تمہاری یاد کی آہٹ مجھے ملی

شمس فریدی

جب بھی تمہاری یاد کی آہٹ مجھے ملی

تنہائی کانپتی ہوئی مجھ سے جدا ہوئی

آواز دے کے کس کو بلاؤں میں اپنے پاس

ظلمت کی چار سو مرے دیوار اٹھ گئی

وہ لوگ اتنی دیر میں کس سمت کو گئے

ساحل پہ آ چکا تھا سفینہ ابھی ابھی

ہیں شعلہ بار تاروں کی آنکھیں نہ جانے کیوں

جھلسا رہی ہے جسم کو کیوں آج چاندنی

ہم اپنے دل کا حال سنائیں کسے یہاں

لگتا ہے سارا شہر ہمیں شمسؔ اجنبی

شمس فریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Bhi Tumhaari Yaad Ki AahaT Mujhe Mili

Shams Faridee

jab bhi tumhaari yaad ki aahaT mujhe mili
tanhai kanpti hui mujh se juda hui

aawaz de ke kis ko bulaun mein apne pas
zulmat ki chaar so mere diwar uTh gai

wo log itni der mein kis samt ko gae
sahil pe aa chuka tha safina abhi abhi

hain shoala-bar taron ki aankhen na jaane kyun
jhulsa rahi hai jism ko kyun aaj chandni

hum apne dil ka haal sunaen kise yahan
lagta hai sara shahr hamein shams' ajnabi

(277) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Bhi Tumhaari Yaad Ki AahaT Mujhe Mili written by Shams Faridee at UrduPoint. Jab Bhi Tumhaari Yaad Ki AahaT Mujhe Mili is one of the masterpieces written by Shams Faridee. You can also find the complete poetry collection of Shams Faridee by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shams Faridee' above.

Jab Bhi Tumhaari Yaad Ki AahaT Mujhe Mili is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Bhi Tumhaari Yaad Ki AahaT Mujhe Mili, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.