Sach Bolne Ke Jurm Mein Neze Pe Sar Raha, Urdu Ghazal By Shams Faridee

Sach Bolne Ke Jurm Mein Neze Pe Sar Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shams Faridee. Sach Bolne Ke Jurm Mein Neze Pe Sar Raha comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Sach Bolne Ke Jurm Mein Neze Pe Sar Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سچ بولنے کے جرم میں نیزے پہ سر رہا

شمس فریدی

سچ بولنے کے جرم میں نیزے پہ سر رہا

قاتل بہ عز و جاہ بھی نا معتبر رہا

کیا بارش بلا تھی کہ سب کچھ بہا گئی

اچھا ہوا ملنگ بے دیوار و در رہا

یا رب خطا معاف کہاں ڈھونڈھتا تجھے

میں اپنی ہی تلاش میں شام و سحر رہا

آزاد ہو چکا تھا قفس سے تو کیا ہوا

اڑتا کہاں پرند جو بے بال و پر رہا

چاروں دشا تھی شمسؔ اماوس کھڑی ہوئی

بھیگا شجر اداس مگر رات بھر رہا

شمس فریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sach Bolne Ke Jurm Mein Neze Pe Sar Raha

Shams Faridee

sach bolne ke jurm mein neze pe sar raha
qatil ba-izz-o-jah bhi na-mo'tabar raha

kya barish-e-bala thi ki sab kuchh baha gai
achchha hua malang be-diwar-o-dar raha

yarab KHata muaf kahan DhunDhta tujhe
main apni hi talash mein sham-o-sahar raha

aazad ho chuka tha qafas se to kya hua
uDta kahan parind jo be-baal-o-par raha

chaaron disha thi 'shams' amawas khaDi hui
bhiga shajar udas magar raat bhar raha

(348) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sach Bolne Ke Jurm Mein Neze Pe Sar Raha written by Shams Faridee at UrduPoint. Sach Bolne Ke Jurm Mein Neze Pe Sar Raha is one of the masterpieces written by Shams Faridee. You can also find the complete poetry collection of Shams Faridee by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shams Faridee' above.

Sach Bolne Ke Jurm Mein Neze Pe Sar Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sach Bolne Ke Jurm Mein Neze Pe Sar Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.