Ye Ibtida Hai Abhi Bab-e-iKHtitam Kahan, Urdu Ghazal By Shams Faridee

Ye Ibtida Hai Abhi Bab-e-iKHtitam Kahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shams Faridee. Ye Ibtida Hai Abhi Bab-e-iKHtitam Kahan comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ibtida Hai Abhi Bab-e-iKHtitam Kahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ ابتدا ہے ابھی باب اختتام کہاں

شمس فریدی

یہ ابتدا ہے ابھی باب اختتام کہاں

لہو ترنگ کا قصہ ہوا تمام کہاں

لکھی ہے خون سے ہم نے حکایت ہستی

مگر کتاب میں ہوگا ہمارا نام کہاں

ہمارا نام نہ پوچھو نہ کچھ پتا پوچھو

ہماری صبح کہاں ہے ہماری شام کہاں

ہمیں تو کچھ بھی نہیں ہے خبر کہ اب کے ہم

اگر اٹھیں گے یہاں سے تو پھر قیام کہاں

متاع ہوش تو ہم میکدے میں کھو آئے

چلا ہے لے کے ہمیں اب سرور جام کہاں

شمس فریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ibtida Hai Abhi Bab-e-iKHtitam Kahan

Shams Faridee

ye ibtida hai abhi bab-e-iKHtitam kahan
lahu tarang ka qissa hua tamam kahan

likhi hai KHun se hum ne hikayat-e-hasti
magar kitab mein hoga hamara nam kahan

hamara nam na puchho na kuchh pata puchho
hamari subh kahan hai hamari sham kahan

hamein to kuchh bhi nahin hai KHabar ki ab ke hum
agar uThenge yahan se to phir qayam kahan

mata-e-hosh to hum mai-kade mein kho aae
chala hai le ke hamein ab surur-e-jam kahan

(211) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Ibtida Hai Abhi Bab-e-iKHtitam Kahan written by Shams Faridee at UrduPoint. Ye Ibtida Hai Abhi Bab-e-iKHtitam Kahan is one of the masterpieces written by Shams Faridee. You can also find the complete poetry collection of Shams Faridee by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shams Faridee' above.

Ye Ibtida Hai Abhi Bab-e-iKHtitam Kahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ibtida Hai Abhi Bab-e-iKHtitam Kahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.