Be-samt Ye Safar Hai Zara Dekh Kar Chalo, Urdu Ghazal By Shams Faridee

Be-samt Ye Safar Hai Zara Dekh Kar Chalo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shams Faridee. Be-samt Ye Safar Hai Zara Dekh Kar Chalo comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-samt Ye Safar Hai Zara Dekh Kar Chalo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے سمت یہ سفر ہے ذرا دیکھ کر چلو

شمس فریدی

بے سمت یہ سفر ہے ذرا دیکھ کر چلو

انجان رہ گزر ہے ذرا دیکھ کر چلو

گزرا ادھر سے جو بھی وہ پتھر میں ڈھل گیا

جادو کا یہ نگر ہے ذرا دیکھ کر چلو

پتھر پگھل رہے ہیں تمازت سے دھوپ کی

یہ دشت بے شجر ہے ذرا دیکھ کر چلو

کرنے لگے ہیں رقص بگولے ہواؤں میں

طوفان تیز تر ہے ذرا دیکھ کر چلو

دامن جھلس نہ جائے چمن زار میں کہیں

ہر پھول اک شرر ہے ذرا دیکھ کر چلو

کھلنے لگے ہیں پھول دل زخم زخم کے

منزل قریب تر ہے ذرا دیکھ کر چلو

شمس فریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-samt Ye Safar Hai Zara Dekh Kar Chalo

Shams Faridee

be-samt ye safar hai zara dekh kar chalo
anjaan rahguzar hai zara dekh kar chalo

guzra idhar se jo bhi wo patthar mein Dhal gaya
jadu ka ye nagar hai zara dekh kar chalo

patthar pighal rahe hain tamazat se dhup ki
ye dasht-e-be-shajar hai zara dekh kar chalo

karne lage hain raqs bagule hawaon mein
tufan tez tar hai zara dekh kar chalo

daman jhulas na jae chaman-zar mein kahin
har phul ek sharar hai zara dekh kar chalo

khilne lage hain phul dil-e-zaKHm-zaKHm ke
manzil qarib-tar hai zara dekh kar chalo

(285) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-samt Ye Safar Hai Zara Dekh Kar Chalo written by Shams Faridee at UrduPoint. Be-samt Ye Safar Hai Zara Dekh Kar Chalo is one of the masterpieces written by Shams Faridee. You can also find the complete poetry collection of Shams Faridee by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shams Faridee' above.

Be-samt Ye Safar Hai Zara Dekh Kar Chalo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-samt Ye Safar Hai Zara Dekh Kar Chalo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.