Lafz-o-mani Ke Samundar Ka Safar Hain Kuchh Log, Urdu Ghazal By Shams Ramzi

Lafz-o-mani Ke Samundar Ka Safar Hain Kuchh Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shams Ramzi. Lafz-o-mani Ke Samundar Ka Safar Hain Kuchh Log comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Lafz-o-mani Ke Samundar Ka Safar Hain Kuchh Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظ و معنی کے سمندر کا سفر ہیں کچھ لوگ

شمس رمزی

لفظ و معنی کے سمندر کا سفر ہیں کچھ لوگ

یار اس دور میں بھی اہل نظر ہیں کچھ لوگ

یہ حقیقت ہے کہ بچوں کی ضرورت کے لیے

صورت سلسلۂ گرد سفر ہیں کچھ لوگ

ہم نے تو ان سے کبھی حق کے سوا کچھ نہ سنا

جرم کیا ان کا ہے کیوں شہر بدر ہیں کچھ لوگ

نور چہرے پہ تو باتوں میں مہک ہوتی ہے

چاند کا عکس ہیں خوشبو کا نگر ہیں کچھ لوگ

کتنے پاگل ہیں کہ رجعت کو ترقی سمجھے

آسمانوں کی طرف محو سفر ہیں کچھ لوگ

شمس رمزی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafz-o-mani Ke Samundar Ka Safar Hain Kuchh Log

Shams Ramzi

lafz-o-mani ke samundar ka safar hain kuchh log
yar is daur mein bhi ahl-e-nazar hain kuchh log

ye haqiqat hai ki bachchon ki zarurat ke liye
surat-e-silsila-e-gard-e-safar hain kuchh log

hum ne to un se kabhi haq ke siwa kuchh na suna
jurm kya un ka hai kyun shahr-badar hain kuchh log

nur chehre pe to baaton mein mahak hoti hai
chand ka aks hain KHushbu ka nagar hain kuchh log

kitne pagal hain ki rajat ko taraqqi samjhe
aasmanon ki taraf mahw-e-safar hain kuchh log

(394) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafz-o-mani Ke Samundar Ka Safar Hain Kuchh Log written by Shams Ramzi at UrduPoint. Lafz-o-mani Ke Samundar Ka Safar Hain Kuchh Log is one of the masterpieces written by Shams Ramzi. You can also find the complete poetry collection of Shams Ramzi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shams Ramzi' above.

Lafz-o-mani Ke Samundar Ka Safar Hain Kuchh Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafz-o-mani Ke Samundar Ka Safar Hain Kuchh Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.