Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai, Urdu Ghazal By Shamsa Najm

Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamsa Najm. Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کیا ایک ذہنی اذیت نہیں ہے

شمسہ نجم

یہ کیا ایک ذہنی اذیت نہیں ہے

جو جذبات میں تیرے شدت نہیں ہے

ابھی مجھ سے رکھتے نہیں رابطہ تم

ابھی تم کو میری ضرورت نہیں ہے

دکھائے مجھے پیچ و خم زندگی نے

چنوں سہل رستہ یہ عادت نہیں ہے

کوئی ایک انساں تو ایسا دکھا دو

گناہوں سے جس کو کہ رغبت نہیں ہے

کسی اور حسینہ پہ آیا ہے دل کیا

جو پہلی سی تجھ کو محبت نہیں ہے

کہاں کب دھماکے سے مرنا ہے ہم کو

معین کوئی اب تو مدت نہیں ہے

وہ برباد کرتا ہے لوگوں کی دنیا

ذرا آنکھ میں پر ندامت نہیں ہے

سروکار تم کو نہیں حال دل سے

ہمیں بھی سنانے کی حاجت نہیں ہے

شمسہ نجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai

Shamsa Najm

ye kya ek zehni aziyyat nahin hai
jo jazbaat mein tere shiddat nahin hai

abhi mujh se rakhte nahin rabta tum
abhi tum ko meri zarurat nahin hai

dikhae mujhe pech-o-KHam zindagi ne
chunun sahl rasta ye aadat nahin hai

koi ek insan to aisa dikha do
gunahon se jis ko ki raghbat nahin hai

kisi aur hasina pe aaya hai dil kya
jo pahli si tujh ko mohabbat nahin hai

kahan kab dhamake se marna hai hum ko
muayyan koi ab to muddat nahin hai

wo barbaad karta hai logon ki duniya
zara aankh mein par nadamat nahin hai

sarokar tum ko nahin haal-e-dil se
hamein bhi sunane ki hajat nahin hai

(479) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai written by Shamsa Najm at UrduPoint. Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai is one of the masterpieces written by Shamsa Najm. You can also find the complete poetry collection of Shamsa Najm by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamsa Najm' above.

Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kya Ek Zehni Aziyyat Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.