Aankhon Ki Pyas Bas Bujhani Hai, Urdu Naat By Shamsa Najm

Aankhon Ki Pyas Bas Bujhani Hai is a famous Urdu Naat written by a famous poet, Shamsa Najm. Aankhon Ki Pyas Bas Bujhani Hai comes under the Islamic category of Urdu Naat. You can read Aankhon Ki Pyas Bas Bujhani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں کی پیاس بس بجھانی ہے

شمسہ نجم

آنکھوں کی پیاس بس بجھانی ہے

زیست یثرب ہی میں بتانی ہے

آرزو پوری ہو خداوندا

ورنہ تو ہر شے بے معانی ہے

ان کے ہی در کا ہے سبھی صدقہ

میرے اشعار میں روانی ہے

تو محمد کے عشق میں کھو جا

یہ محبت ہی جاودانی ہے

زندگی آپؐ پر نچھاور ہے

آپ بن زیست بے معانی ہے

ہے شفاعت کا آسرا ورنہ

شرمساری بھری کہانی ہے

ہو عرب یا کہ ہو نجف شمسہؔ

شاہ امت کی حکمرانی ہے

شمسہ نجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Ki Pyas Bas Bujhani Hai

Shamsa Najm

aankhon ki pyas bas bujhani hai
zist yasrib hi mein batani hai

aarzu puri ho KHudawanda
warna to har shai be-maani hai

un ke hi dar ka hai sabhi sadqa
mere ashaar mein rawani hai

tu mohammad ke ishq mein kho ja
ye mohabbat hi jawedani hai

zindagi aap par nichhawar hai
aap bin zist be-maani hai

hai shafaat ka aasra warna
sharmsari bhari kahani hai

ho arab ya ki ho najaf 'shamsa'
shah-e-ummat ki hukmrani hai

(2001) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Ki Pyas Bas Bujhani Hai written by Shamsa Najm at UrduPoint. Aankhon Ki Pyas Bas Bujhani Hai is one of the masterpieces written by Shamsa Najm. You can also find the complete poetry collection of Shamsa Najm by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamsa Najm' above.

Aankhon Ki Pyas Bas Bujhani Hai is a widely read Urdu Naat. If you like Aankhon Ki Pyas Bas Bujhani Hai, you will also like to read other famous Urdu Naat.

You can also read Islamic Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.