Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya, Urdu Ghazal By Shan Bharti

Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shan Bharti. Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر کا لطف مسلسل سفر کے بعد آیا

شان بھارتی

سفر کا لطف مسلسل سفر کے بعد آیا

یہ سنگ میل مری رہ گزر کے بعد آیا

لہو جلاتا رہا میں چراغ فن کے لئے

ہنر میں حسن ریاض ہنر کے بعد آیا

امید جشن چراغاں متاع تیرہ شبی

شعور اس کو شکست ہنر کے بعد آیا

امیدوار تھے دستار عافیت کے سبھی

جنوں کو ہوش مگر میرے سر کے بعد آیا

کسے ہے تاب کے دیکھے یہ منظر حیرت

مرا مقام جو اہل نظر کے بعد آیا

اسیر تیرہ شبی ہو کے رہ گیا تھا شانؔ

یقین پختہ گماں کی سحر کے بعد آیا

شان بھارتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya

Shan Bharti

safar ka lutf musalsal safar ke baad aaya
ye sang-e-mil meri rahguzar ke baad aaya

lahu jalata raha main charagh-e-fan ke liye
hunar mein husn riyaz-e-hunar ke baad aaya

umid-e-jashn-e-charaghan mataa-e-tira-shabi
shuur us ko shikast-e-hunar ke baad aaya

umid-war the dastar-e-afiyat ke sabhi
junun ko hosh magar mere sar ke baad aaya

kise hai tab ke dekhe ye manzar-e-hairat
mera maqam jo ahl-e-nazar ke baad aaya

asir-e-tira-shabi ho ke rah gaya tha 'shan'
yaqin-e-puKHta guman ki sahar ke baad aaya

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya written by Shan Bharti at UrduPoint. Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya is one of the masterpieces written by Shan Bharti. You can also find the complete poetry collection of Shan Bharti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shan Bharti' above.

Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Ka Lutf Musalsal Safar Ke Baad Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.