Har Nazar Aashna Nahin Hoti, Urdu Ghazal By Shankar Lal Shankar

Har Nazar Aashna Nahin Hoti is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shankar Lal Shankar. Har Nazar Aashna Nahin Hoti comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Nazar Aashna Nahin Hoti on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر نظر آشنا نہیں ہوتی

شنکر لال شنکر

ہر نظر آشنا نہیں ہوتی

لطف میں کیا جفا نہیں ہوتی

وصل کی بھی دعا نہیں ہوتی

ہم سے اب التجا نہیں ہوتی

ساری دنیا کے کام آتے ہیں

ایک تم سے وفا نہیں ہوتی

دل میں اک آرزو ہے برسوں سے

لفظ بن کر ادا نہیں ہوتی

عشق تو ایک ہی سے ہوتا ہے

ساری دنیا خدا نہیں ہوتی

ٹھوکروں میں تری قیامت تھی

اب کبھی رونما نہیں ہوتی

یہ صفت ہے جناب شنکرؔ میں

ہر نظر پارسا نہیں ہوتی

شنکر لال شنکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Nazar Aashna Nahin Hoti

Shankar Lal Shankar

har nazar aashna nahin hoti
lutf mein kya jafa nahin hoti

wasl ki bhi dua nahin hoti
hum se ab iltija nahin hoti

sari duniya ke kaam aate hain
ek tum se wafa nahin hoti

dil mein ek aarzu hai barson se
lafz ban kar ada nahin hoti

ishq to ek hi se hota hai
sari duniya KHuda nahin hoti

Thokaron mein teri qayamat thi
ab kabhi runuma nahin hoti

ye sifat hai janab-'shankar' mein
har nazar parsa nahin hoti

(513) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Nazar Aashna Nahin Hoti written by Shankar Lal Shankar at UrduPoint. Har Nazar Aashna Nahin Hoti is one of the masterpieces written by Shankar Lal Shankar. You can also find the complete poetry collection of Shankar Lal Shankar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shankar Lal Shankar' above.

Har Nazar Aashna Nahin Hoti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Nazar Aashna Nahin Hoti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.