Dukh-dard Musibat Gham-o-alam Nahin Hai, Urdu Ghazal By Sharafat Husain

Dukh-dard Musibat Gham-o-alam Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharafat Husain. Dukh-dard Musibat Gham-o-alam Nahin Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Dukh-dard Musibat Gham-o-alam Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دکھ درد مصیبت غم و آلام نہیں ہے

شرافت حسین

دکھ درد مصیبت غم و آلام نہیں ہے

کس دل میں بھلا فصل خوں آشام نہیں ہے

جاری ہے ابھی کھیل وہی ظلم و ستم کا

آغاز ہی آغاز ہے انجام نہیں ہے

ہوتی ہے شب و روز ہی رشتوں کی تجارت

دنیا میں محبت کا کہیں نام نہیں ہے

اوروں کے لئے صبح ترے لطف و کرم کی

کیا ہم پہ عنایت کی کوئی شام نہیں ہے

قاتل بھی ہیں محفوظ سیاست کی بدولت

اب ان پہ کسی قتل کا الزام نہیں ہے

چہرے کو چھپاتے ہیں یہاں لوگ شرافتؔ

چہرے کو دکھانے کا چلن عام نہیں ہے

شرافت حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dukh-dard Musibat Gham-o-alam Nahin Hai

Sharafat Husain

dukh-dard musibat gham-o-alam nahin hai
kis dil mein bhala fasl-e-KHun-asham nahin hai

jari hai abhi khel wahi zulm-o-sitam ka
aaghaz hi aaghaz hai anjam nahin hai

hoti hai shab-o-roz hi rishton ki tijarat
duniya mein mohabbat ka kahin nam nahin hai

auron ke liye subh tere lutf-o-karam ki
kya hum pe inayat ki koi sham nahin hai

qatil bhi hain mahfuz siyasat ki badaulat
ab un pe kisi qatl ka ilzam nahin hai

chehre ko chhupate hain yahan log 'sharafat'
chehre ko dikhane ka chalan aam nahin hai

(304) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dukh-dard Musibat Gham-o-alam Nahin Hai written by Sharafat Husain at UrduPoint. Dukh-dard Musibat Gham-o-alam Nahin Hai is one of the masterpieces written by Sharafat Husain. You can also find the complete poetry collection of Sharafat Husain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharafat Husain' above.

Dukh-dard Musibat Gham-o-alam Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dukh-dard Musibat Gham-o-alam Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.