Bahut Sukun Se Dil Mein Basa Ke Le Aae, Urdu Ghazal By Sharar Naqwi

Bahut Sukun Se Dil Mein Basa Ke Le Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharar Naqwi. Bahut Sukun Se Dil Mein Basa Ke Le Aae comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Bahut Sukun Se Dil Mein Basa Ke Le Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہت سکون سے دل میں بسا کے لے آئے

شرر نقوی

بہت سکون سے دل میں بسا کے لے آئے

ہم آج ان کو انہیں سے چرا کے لے آئے

وہ وار کرتے رہے مسکرا کے نظروں کا

ہم اپنی جان سلامت بچا کے لے آئے

ہمیں خبر تھی کہ آئینے کی طرح ہے وہ دل

تھا پتھروں میں مگر ہم اٹھا کے لے آئے

سوال یہ تھا کہ ثابت کرو وفاداری

تو ہم ہتھیلی پہ یہ سر سجا کے لے آئے

جہاں ہر ایک طرف کفر کفر پھیلا تھا

کہ ہم وہاں سے بھی ایماں بچا کے لے آئے

اب اس کے ہاتھ میں ہے فیصلہ شرر نقویؔ

غزل کے شعروں کو ہم دل بنا کے لے آئے

شرر نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahut Sukun Se Dil Mein Basa Ke Le Aae

Sharar Naqwi

bahut sukun se dil mein basa ke le aae
hum aaj un ko unhin se chura ke le aae

wo war karte rahe muskura ke nazron ka
hum apni jaan salamat bacha ke le aae

hamein KHabar thi ki aaine ki tarah hai wo dil
tha pattharon mein magar hum uTha ke le aae

sawal ye tha ki sabit karo wafadari
to hum hatheli pe ye sar saja ke le aae

jahan har ek taraf kufr kufr phaila tha
ki hum wahan se bhi iman bacha ke le aae

ab us ke hath mein hai faisla 'sharar-naqwi'
ghazal ke sheron ko hum dil bana ke le aae

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahut Sukun Se Dil Mein Basa Ke Le Aae written by Sharar Naqwi at UrduPoint. Bahut Sukun Se Dil Mein Basa Ke Le Aae is one of the masterpieces written by Sharar Naqwi. You can also find the complete poetry collection of Sharar Naqwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharar Naqwi' above.

Bahut Sukun Se Dil Mein Basa Ke Le Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahut Sukun Se Dil Mein Basa Ke Le Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.