Ai Mere Ishq Mujhe Aur Be-qarar Na Kar, Urdu Ghazal By Sharar Naqwi

Ai Mere Ishq Mujhe Aur Be-qarar Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharar Naqwi. Ai Mere Ishq Mujhe Aur Be-qarar Na Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ai Mere Ishq Mujhe Aur Be-qarar Na Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے میرے عشق مجھے اور بیقرار نہ کر

شرر نقوی

اے میرے عشق مجھے اور بیقرار نہ کر

وہ بے وفا ہے محبت کی حد کو پار نہ کر

بغور دیکھ مجھے تو اے سنگ دل دنیا

میں ایک پھول ہوں اس طرح سنگسار نہ کر

وہ بے وفا ہے نہیں جب اسے کوئی پرواہ

تو اپنے ذہن پہ تو بھی اسے سوار نہ کر

عجب یہ دل ہے نہیں مانتا مرا کہنا

میں اس سے روز یہ کہتا ہوں انتظار نہ کر

میں آج اس کے خیالوں میں جینا چاہتا ہوں

کہ آج مجھ کو پریشان میرے یار نہ کر

غموں سے چاک گریباں ہے اے شرر نقویؔ

کوئی یہ اس سے کہے اور تار تار نہ کر

شرر نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Mere Ishq Mujhe Aur Be-qarar Na Kar

Sharar Naqwi

ai mere ishq mujhe aur be-qarar na kar
wo bewafa hai mohabbat ki had ko par na kar

baghaur dekh mujhe tu ai sang-dil duniya
main ek phul hun is tarah sangsar na kar

wo bewafa hai nahin jab use koi parwah
to apne zehn pe tu bhi use sawar na kar

ajab ye dil hai nahin manta mera kahna
main us se roz ye kahta hun intizar na kar

main aaj us ke KHayalon mein jina chahta hun
ki aaj mujh ko pareshan mere yar na kar

ghamon se chaak gareban hai ai sharar 'naqwi'
koi ye us se kahe aur tar tar na kar

(358) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Mere Ishq Mujhe Aur Be-qarar Na Kar written by Sharar Naqwi at UrduPoint. Ai Mere Ishq Mujhe Aur Be-qarar Na Kar is one of the masterpieces written by Sharar Naqwi. You can also find the complete poetry collection of Sharar Naqwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharar Naqwi' above.

Ai Mere Ishq Mujhe Aur Be-qarar Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Mere Ishq Mujhe Aur Be-qarar Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.