Hawas Mein Wo Raha Ho Ki Bad-hawas Bahut, Urdu Ghazal By Shareef Munawwar

Hawas Mein Wo Raha Ho Ki Bad-hawas Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shareef Munawwar. Hawas Mein Wo Raha Ho Ki Bad-hawas Bahut comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawas Mein Wo Raha Ho Ki Bad-hawas Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حواس میں وہ رہا ہو کہ بد حواس بہت

شریف منور

حواس میں وہ رہا ہو کہ بد حواس بہت

ہر آدمی کو بدلنے پڑے لباس بہت

تھکن سے چور بدن دشت یاس و تنہائی

اندھیری رات ندی دور اور پیاس بہت

شراب خانے کا سادہ سا اک اصول یہ ہے

جسے شراب میسر اسے گلاس بہت

قدم قدم نظر آتے ہیں موت کے سائے

ہمارے دشت سے شہروں میں ہے ہراس بہت

بہر عمل ابھی رد عمل ضروری ہے

سخن شناس کوئی ہو کہ نا شناس بہت

شریف منور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawas Mein Wo Raha Ho Ki Bad-hawas Bahut

Shareef Munawwar

hawas mein wo raha ho ki bad-hawas bahut
har aadmi ko badalne paDe libas bahut

thakan se chur badan dasht-e-yas-o-tanhai
andheri raat nadi dur aur pyas bahut

sharab-KHane ka sada sa ek usul ye hai
jise sharab mayassar use gilas bahut

qadam qadam nazar aate hain maut ke sae
hamare dasht se shahron mein hai hiras bahut

ba-har-amal abhi radd-e-amal zaruri hai
suKHan-shanas koi ho ki na-shanas bahut

(252) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hawas Mein Wo Raha Ho Ki Bad-hawas Bahut written by Shareef Munawwar at UrduPoint. Hawas Mein Wo Raha Ho Ki Bad-hawas Bahut is one of the masterpieces written by Shareef Munawwar. You can also find the complete poetry collection of Shareef Munawwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Munawwar' above.

Hawas Mein Wo Raha Ho Ki Bad-hawas Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawas Mein Wo Raha Ho Ki Bad-hawas Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.