Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai, Urdu Ghazal By Shareef Munawwar

Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shareef Munawwar. Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو بات دل میں تھی کاغذ پہ کب وہ آئی ہے

شریف منور

جو بات دل میں تھی کاغذ پہ کب وہ آئی ہے

کہ اب قلم میں تو مانگے کی روشنائی ہے

یہی نہیں کہ دھواں چبھ رہا ہے آنکھوں میں

کنواں بھی سامنے ہے اور عقب میں کھائی ہے

میں اپنے جسم کے دھبے چھپائے پھرتا ہوں

مرے لباس سے مہنگی مری دھلائی ہے

جو تیرے قرب میں گزری نہ تیری فرقت میں

وہ عمر ہم نے نہ جانے کہاں گنوائی ہے

صدف ہیں یا کہ گہر جھاگ ہیں کہ ریت فقط

ہمارے واسطے کیا لے کے موج آئی ہے

شریف منور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai

Shareef Munawwar

jo baat dil mein thi kaghaz pe kab wo aai hai
ki ab qalam mein to mange ki raushnai hai

yahi nahin ki dhuan chubh raha hai aankhon mein
kuan bhi samne hai aur aqab mein khai hai

main apne jism ke dhabbe chhupae phirta hun
mere libas se mahngi meri dhulai hai

jo tere qurb mein guzri na teri furqat mein
wo umr hum ne na-jaane kahan ganwai hai

sadaf hain ya ki guhar jhag hain ki ret faqat
hamare waste kya le ke mauj aai hai

(217) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai written by Shareef Munawwar at UrduPoint. Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai is one of the masterpieces written by Shareef Munawwar. You can also find the complete poetry collection of Shareef Munawwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Munawwar' above.

Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Baat Dil Mein Thi Kaghaz Pe Kab Wo Aai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.