Hamare Sar Har Ek Ilzam Dhar Bhi Sakta Hai, Urdu Ghazal By Sharib Mauranwi

Hamare Sar Har Ek Ilzam Dhar Bhi Sakta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharib Mauranwi. Hamare Sar Har Ek Ilzam Dhar Bhi Sakta Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Hamare Sar Har Ek Ilzam Dhar Bhi Sakta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمارے سر ہر اک الزام دھر بھی سکتا ہے

شارب مورانوی

ہمارے سر ہر اک الزام دھر بھی سکتا ہے

وہ مہرباں ہے یہ احسان کر بھی سکتا ہے

چمن تو اپنی بہاروں پہ اتنا ناز نہ کر

شجر سے حسن کا زیور اتر بھی سکتا ہے

وہ جس نے زیست گزاری ہے قید ظلمت میں

وہ اک کرن سے اجالے کی ڈر بھی سکتا ہے

کہاں تک آپ لگائیں گے اس پہ ضبط کے باندھ

کبھی یہ آنکھوں کا دریا بپھر بھی سکتا ہے

یہ خاک و سنگ ہی کیا سطح آب پر شاربؔ

ہمارا نقش قدم ہے ابھر بھی سکتا ہے

شارب مورانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamare Sar Har Ek Ilzam Dhar Bhi Sakta Hai

Sharib Mauranwi

hamare sar har ek ilzam dhar bhi sakta hai
wo mehrban hai ye ehsan kar bhi sakta hai

chaman tu apni bahaaron pe itna naz na kar
shajar se husn ka zewar utar bhi sakta hai

wo jis ne zist guzari hai qaid-e-zulmat mein
wo ek kiran se ujale ki Dar bhi sakta hai

kahan tak aap lagaenge us pe zabt ke bandh
kabhi ye aankhon ka dariya biphar bhi sakta hai

ye KHak o sang hi kya sath-e-ab par 'shaarib'
hamara naqsh-e-qadam hai ubhar bhi sakta hai

(361) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hamare Sar Har Ek Ilzam Dhar Bhi Sakta Hai written by Sharib Mauranwi at UrduPoint. Hamare Sar Har Ek Ilzam Dhar Bhi Sakta Hai is one of the masterpieces written by Sharib Mauranwi. You can also find the complete poetry collection of Sharib Mauranwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharib Mauranwi' above.

Hamare Sar Har Ek Ilzam Dhar Bhi Sakta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamare Sar Har Ek Ilzam Dhar Bhi Sakta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.