Ajab Mushkil Hai Meri, Urdu Nazam By Hariq Kaifi

Ajab Mushkil Hai Meri is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Hariq Kaifi. Ajab Mushkil Hai Meri comes under the Sad category of Urdu Nazam. You can read Ajab Mushkil Hai Meri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجب مشکل ہے میری

شارق کیفی

مری دنیا بہت تیزی سے خالی ہو رہی ہے

عجب مشکل ہے میری

کسی کی آنکھ میں ہے کون سا چہرہ مرا یہ بھول جاتا ہوں

مگر الزام دینا حافظے کو بھی غلط ہوگا

یہ ممکن ہی نہیں ہے

کوئی اپنے سارے چہرے یاد رکھ پائے

نتیجہ یہ

کہ ہر جاتے ہوئے لمحے کے ہمراہ

مری تنہائی بڑھتی جا رہی ہے

میں اپنا ایک چہرہ بھولتا ہوں

اور تعلق ختم ہو جاتا ہے کوئی

شارق کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajab Mushkil Hai Meri

Hariq Kaifi

meri duniya bahut tezi se KHali ho rahi hai
ajab mushkil hai meri
kisi ki aankh mein hai kaun sa chehra mera ye bhul jata hun
magar ilzam dena hafize ko bhi ghalat hoga
ye mumkin hi nahin hai
koi apne sare chehre yaad rakh pae
natija ye
ki har jate hue lamhe ke ham-rah
meri tanhai baDhti ja rahi hai
main apna ek chehra bhulta hun
aur talluq KHatm ho jata hai koi

(281) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ajab Mushkil Hai Meri written by Hariq Kaifi at UrduPoint. Ajab Mushkil Hai Meri is one of the masterpieces written by Hariq Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Hariq Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hariq Kaifi' above.

Ajab Mushkil Hai Meri is a widely read Urdu Nazam. If you like Ajab Mushkil Hai Meri, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.