Apne Tamashe Ka Ticket, Urdu Nazam By Hariq Kaifi

Apne Tamashe Ka Ticket is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Hariq Kaifi. Apne Tamashe Ka Ticket comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Apne Tamashe Ka Ticket on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے تماشے کا ٹکٹ

شارق کیفی

یہ خواہش تو

ہمارے شہر کے چڑیا گھروں کے شیر بھی شاید نہیں کرتے

کہ ساتھی شیر ان کو دیکھنے آئیں

ٹکٹ لے کر تماشے کی طرح

تماشا بن کے یہ جینے کی مجبوری

کہیں شرمندگی کی شکل میں منہ پر چھپی رہتی ہیں ان کے

مگر انسان؟

اس کا بس نہیں چلتا

کہ سر کے بل کھڑے ہو کر توجہ کھینچ لے سب کی

وہی انساں

جو خود کو اشرف و افضل سمجھتا ہے

اگر ممکن ہو تو

اپنے تماشے کے ٹکٹ

خود اپنے ہاتھوں دوسروں کو بیچ سکتا ہے

شارق کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Tamashe Ka Ticket

Hariq Kaifi

ye KHwahish to
hamare shahr ke chiDiya-gharon ke sher bhi shayad nahin karte
ki sathi sher un ko dekhne aaen
ticket le kar tamashe ki tarah
tamasha ban ke ye jine ki majburi
kahin sharmindagi ki shakl mein munh par chhapi rahti hain un ke
magar insan?
us ka bas nahin chalta
ki sar ke bal khaDe ho kar tawajjoh khinch le sab ki
wahi insan
jo KHud ko ashraf-o-afzal samajhta hai
agar mumkin ho to
apne tamashe ke ticket
KHud apne hathon dusron ko bech sakta hai

(368) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Tamashe Ka Ticket written by Hariq Kaifi at UrduPoint. Apne Tamashe Ka Ticket is one of the masterpieces written by Hariq Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Hariq Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hariq Kaifi' above.

Apne Tamashe Ka Ticket is a widely read Urdu Nazam. If you like Apne Tamashe Ka Ticket, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.