Kabhi KHud Ko Chhukar Nahin Dekhta Hun, Urdu Ghazal By Hariq Kaifi

Kabhi KHud Ko Chhukar Nahin Dekhta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hariq Kaifi. Kabhi KHud Ko Chhukar Nahin Dekhta Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi KHud Ko Chhukar Nahin Dekhta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی خود کو چھوکر نہیں دیکھتا ہوں

شارق کیفی

کبھی خود کو چھوکر نہیں دیکھتا ہوں

خدا جانے بس وہم میں مبتلا ہوں

کہاں تک یہ رفتار قائم رہے گی

کہیں اب اسے روکنا چاہتا ہوں

وہ آ کر منا لے تو کیا حال ہوگا

خفا ہو کے جب اتنا خوش ہو رہا ہوں

فقط یہ جتاتا ہوں آواز دے کر

کہ میں بھی اسے نام سے جانتا ہوں

گلی میں سب اچھا ہی کہتے تھے مجھ کو

مجھے کیا پتا تھا میں اتنا برا ہوں

نہیں یہ سفر واپسی کا نہیں ہے

اسے ڈھونڈنے اپنے گھر جا رہا ہوں

شارق کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi KHud Ko Chhukar Nahin Dekhta Hun

Hariq Kaifi

kabhi KHud ko chhukar nahin dekhta hun
KHuda jaane bas wahm mein mubtala hun

kahan tak ye raftar qaem rahegi
kahin ab use rokna chahta hun

wo aa kar mana le to kya haal hoga
KHafa ho ke jab itna KHush ho raha hun

faqat ye jatata hun aawaz de kar
ki main bhi use nam se jaanta hun

gali mein sab achchha hi kahte the mujh ko
mujhe kya pata tha main itna bura hun

nahin ye safar wapsi ka nahin hai
use DhunDne apne ghar ja raha hun

(288) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi KHud Ko Chhukar Nahin Dekhta Hun written by Hariq Kaifi at UrduPoint. Kabhi KHud Ko Chhukar Nahin Dekhta Hun is one of the masterpieces written by Hariq Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Hariq Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hariq Kaifi' above.

Kabhi KHud Ko Chhukar Nahin Dekhta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi KHud Ko Chhukar Nahin Dekhta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.