Jab BichhaDne Ka Faisla Kiya Tha, Urdu Ghazal By Sharjeel Ansari

Jab BichhaDne Ka Faisla Kiya Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharjeel Ansari. Jab BichhaDne Ka Faisla Kiya Tha comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab BichhaDne Ka Faisla Kiya Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب بچھڑنے کا فیصلہ کیا تھا

شرجیل انصاری

جب بچھڑنے کا فیصلہ کیا تھا

ہم نے آپس میں مشورہ کیا تھا

دشت نے قیس سے کئی دن تک

میری وحشت کا تذکرہ کیا تھا

خود کشی کا بھی راستہ تھا مگر

ہم نے جینے کا فیصلہ کیا تھا

دشمنوں کو بلا کے اپنے گھر

میں نے اک دوست کا گلہ کیا تھا

میری ہر بات مان کر تم نے

میرے حق میں بہت برا کیا تھا

شرجیل انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab BichhaDne Ka Faisla Kiya Tha

Sharjeel Ansari

jab bichhaDne ka faisla kiya tha
hum ne aapas mein mashwara kiya tha

dasht ne qais se kai din tak
meri wahshat ka tazkira kiya tha

KHud-kushi ka bhi rasta tha magar
hum ne jine ka faisla kiya tha

dushmanon ko bula ke apne ghar
main ne ek dost ka gila kiya tha

meri har baat man kar tum ne
mere haq mein bahut bura kiya tha

(474) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab BichhaDne Ka Faisla Kiya Tha written by Sharjeel Ansari at UrduPoint. Jab BichhaDne Ka Faisla Kiya Tha is one of the masterpieces written by Sharjeel Ansari. You can also find the complete poetry collection of Sharjeel Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharjeel Ansari' above.

Jab BichhaDne Ka Faisla Kiya Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab BichhaDne Ka Faisla Kiya Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.