Ek Qadam Sahra Ki Jaanib Ek Qadam Ghar Ki Taraf, Urdu Ghazal By Sharjeel Ansari

Ek Qadam Sahra Ki Jaanib Ek Qadam Ghar Ki Taraf is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharjeel Ansari. Ek Qadam Sahra Ki Jaanib Ek Qadam Ghar Ki Taraf comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Qadam Sahra Ki Jaanib Ek Qadam Ghar Ki Taraf on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک قدم صحرا کی جانب اک قدم گھر کی طرف

شرجیل انصاری

اک قدم صحرا کی جانب اک قدم گھر کی طرف

آنکھ رکتی ہی نہیں ہے ایک منظر کی طرف

تیری آنکھوں پر ہزاروں شعر جس نے کہہ دئے

اک ذرا چشم عنایت اس سخنور کی طرف

بے خیالی میں کہاں تیری گلی میں آ گیا

میں ضروری کام سے نکلا تھا دفتر کی طرف

جانے کتنے دشت و صحرا ہو گئے مجھ سے خفا

میں ذرا سی دیر کیا آیا سمندر کی طرف

شرجیل انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Qadam Sahra Ki Jaanib Ek Qadam Ghar Ki Taraf

Sharjeel Ansari

ek qadam sahra ki jaanib ek qadam ghar ki taraf
aankh rukti hi nahin hai ek manzar ki taraf

teri aankhon par hazaron she'r jis ne kah diye
ek zara chashm-e-‘inayat us suKHanwar ki taraf

be-KHayali mein kahan teri gali mein aa gaya
main zaruri kaam se nikla tha daftar ki taraf

jaane kitne dasht-o-sahra ho gae mujh se KHafa
main zara si der kya aaya samundar ki taraf

(563) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Qadam Sahra Ki Jaanib Ek Qadam Ghar Ki Taraf written by Sharjeel Ansari at UrduPoint. Ek Qadam Sahra Ki Jaanib Ek Qadam Ghar Ki Taraf is one of the masterpieces written by Sharjeel Ansari. You can also find the complete poetry collection of Sharjeel Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharjeel Ansari' above.

Ek Qadam Sahra Ki Jaanib Ek Qadam Ghar Ki Taraf is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Qadam Sahra Ki Jaanib Ek Qadam Ghar Ki Taraf, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.