Dariya Hai Pure Josh Mein Hum Bhi Hain Taw Mein, Urdu Ghazal By Sharjeel Ansari

Dariya Hai Pure Josh Mein Hum Bhi Hain Taw Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharjeel Ansari. Dariya Hai Pure Josh Mein Hum Bhi Hain Taw Mein comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Hai Pure Josh Mein Hum Bhi Hain Taw Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا ہے پورے جوش میں ہم بھی ہیں تاؤ میں

شرجیل انصاری

دریا ہے پورے جوش میں ہم بھی ہیں تاؤ میں

آتا ہے کون دیکھیے کس کے بہاؤ میں

وے شخص بھی ضرور یہیں آس پاس ہے

اتنی تپش کہاں تھی وگرنہ الاؤ میں

وہ موج اضطراب بھی کچھ کر نہیں سکی

میں لے کے آ گیا ہوں سمندر بھی ناؤ میں

کس کو ہے چھوڑنا مجھے رکھنا ہے کس کو ساتھ

یہ فیصلہ کروں گا میں اگلے پڑاؤ میں

شرجیلؔ ہم کو فرق زیادہ نہیں لگا

دنیا کی چوٹ اور محبت کے گھاؤ میں

شرجیل انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Hai Pure Josh Mein Hum Bhi Hain Taw Mein

Sharjeel Ansari

dariya hai pure josh mein hum bhi hain taw mein
aata hai kaun dekhiye kis ke bahaw mein

we shaKHs bhi zarur yahin aas-pas hai
itni tapish kahan thi wagarna alaw mein

wo mauj-e-iztirab bhi kuchh kar nahin saki
main le ke aa gaya hun samundar bhi naw mein

kis ko hai chhoDna mujhe rakhna hai kis ko sath
ye faisla karunga main agle paDaw mein

'sharjil' hum ko farq ziyaada nahin laga
duniya ki choT aur mohabbat ke ghaw mein

(502) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Hai Pure Josh Mein Hum Bhi Hain Taw Mein written by Sharjeel Ansari at UrduPoint. Dariya Hai Pure Josh Mein Hum Bhi Hain Taw Mein is one of the masterpieces written by Sharjeel Ansari. You can also find the complete poetry collection of Sharjeel Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharjeel Ansari' above.

Dariya Hai Pure Josh Mein Hum Bhi Hain Taw Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Hai Pure Josh Mein Hum Bhi Hain Taw Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.