Zamane Bhar Mein Ruswai Hui Hai, Urdu Ghazal By Sharmaa Taseer

Zamane Bhar Mein Ruswai Hui Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharmaa Taseer. Zamane Bhar Mein Ruswai Hui Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamane Bhar Mein Ruswai Hui Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمانے بھر میں رسوائی ہوئی ہے

شرما تاثیر

زمانے بھر میں رسوائی ہوئی ہے

بہت اپنی پذیرائی ہوئی ہے

بھلاوا جس کا ہم کو دے رہے ہو

وہ جنت اپنی ٹھکرائی ہوئی ہے

کہے گا کون اس کو مسکراہٹ

جو رخ پر تو نے چپکائی ہوئی ہے

نکالو بھیڑ سے مجھ کو نکالو

وبال جاں یہ تنہائی ہوئی ہے

خدایا پوچھ تو ان رہبروں سے

یہ خلقت کس کی بہکائی ہوئی ہے

صداقت جیت جائے گی یہ مانا

ابھی تو اس کی پسپائی ہوئی ہے

کسی کو دیکھنے کی اف یہ خواہش

کسی کی آنکھ پتھرائی ہوئی ہے

شرما تاثیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamane Bhar Mein Ruswai Hui Hai

Sharmaa Taseer

zamane bhar mein ruswai hui hai
bahut apni pazirai hui hai

bhulawa jis ka hum ko de rahe ho
wo jannat apni Thukrai hui hai

kahega kaun is ko muskurahaT
jo ruKH par tu ne chipkai hui hai

nikalo bhiD se mujh ko nikalo
wabaal-e-jaan ye tanhai hui hai

KHudaya puchh to un rahbaron se
ye KHilqat kis ki bahkai hui hai

sadaqat jit jaegi ye mana
abhi to us ki paspai hui hai

kisi ko dekhne ki uf ye KHwahish
kisi ki aankh pathrai hui hai

(460) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamane Bhar Mein Ruswai Hui Hai written by Sharmaa Taseer at UrduPoint. Zamane Bhar Mein Ruswai Hui Hai is one of the masterpieces written by Sharmaa Taseer. You can also find the complete poetry collection of Sharmaa Taseer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharmaa Taseer' above.

Zamane Bhar Mein Ruswai Hui Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamane Bhar Mein Ruswai Hui Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.