Shiddat-e-dard-e-jigar Ho Ye Zaruri To Nahin, Urdu Ghazal By Shatir Hakeemi

Shiddat-e-dard-e-jigar Ho Ye Zaruri To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shatir Hakeemi. Shiddat-e-dard-e-jigar Ho Ye Zaruri To Nahin comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Shiddat-e-dard-e-jigar Ho Ye Zaruri To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شدت درد جگر ہو یہ ضروری تو نہیں

شاطرحکیمی

شدت درد جگر ہو یہ ضروری تو نہیں

اور پھر آنکھ بھی تر ہو یہ ضروری تو نہیں

بے خودی باعث کلفت بھی تو ہو سکتی ہے

ہر نفس کیف اثر ہو یہ ضروری تو نہیں

خود کو پامال ہی کرنا ہے تو اے جوش جنوں

وہ تری راہگزر ہو یہ ضروری تو نہیں

نشۂ خواب چرا لائے تری آنکھوں سے

نالۂ شب میں اثر ہو یہ ضروری تو نہیں

نظر آتا ہے جدھر سلسلۂ نقش قدم

میری منزل بھی ادھر ہو یہ ضروری تو نہیں

شاطرحکیمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shiddat-e-dard-e-jigar Ho Ye Zaruri To Nahin

Shatir Hakeemi

shiddat-e-dard-e-jigar ho ye zaruri to nahin
aur phir aankh bhi tar ho ye zaruri to nahin

be-KHudi bais-e-kulfat bhi to ho sakti hai
har nafas kaif-asar ho ye zaruri to nahin

KHud ko pamal hi karna hai to ai josh-e-junun
wo teri rah-guzar ho ye zaruri to nahin

nashsha-e-KHwab chura lae teri aankhon se
nala-e-shab mein asar ho ye zaruri to nahin

nazar aata hai jidhar silsila-e-naqsh-e-qadam
meri manzil bhi udhar ho ye zaruri to nahin

(406) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shiddat-e-dard-e-jigar Ho Ye Zaruri To Nahin written by Shatir Hakeemi at UrduPoint. Shiddat-e-dard-e-jigar Ho Ye Zaruri To Nahin is one of the masterpieces written by Shatir Hakeemi. You can also find the complete poetry collection of Shatir Hakeemi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shatir Hakeemi' above.

Shiddat-e-dard-e-jigar Ho Ye Zaruri To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shiddat-e-dard-e-jigar Ho Ye Zaruri To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.