Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan ShaiKH, Urdu Ghazal By Shauq Bahraichi

Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan ShaiKH is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shauq Bahraichi. Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan ShaiKH comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan ShaiKH on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھتے ہیں جب کبھی ایمان میں نقصان شیخ

شوق بہرائچی

دیکھتے ہیں جب کبھی ایمان میں نقصان شیخ

اونے پونے بیچ ڈالا کرتے ہیں ایمان شیخ

بعد مدت کے جہاں میں رہزنوں کے دن پھرے

سنتے ہیں پھر ہو گئے ہیں اب پولس کپتان شیخ

ہر زباں پر ذکر حق اور دل میں ہے یاد بتاں

یہ نہیں کھلتا کہ ہیں انسان یا شیطان شیخ

اہل شر تو آپ کو کہتے ہیں عم محترم

اور شیطاں آپ کو کہتا ہے بھائی جان شیخ

بے تکلف ہاتھ دھو کر بیٹھ جاتے ہیں ضرور

دیکھ لیتے ہیں بچھا جس جا پہ دسترخوان شیخ

شوق ہے لیکن خلاف وضع اپنی جان کر

مول لے کر خود کبھی کھاتے نہیں اک پان شیخ

گو تجاوز کر چکے ہیں آپ بھی سو سال سے

بیاہ کا رکھتے ہیں لیکن آج بھی ارمان شیخ

جب کہ بیمار محبت کا نہیں ممکن علاج

دے رہے ہیں پھونک کر بے کار اسے لوبان شیخ

کید ہو حرص و ہوس ہو یا فریب و مکر ہو

آپ ہی کے ہاتھ رہتا ہے ہر اک میدان شیخ

شوقؔ صاحب ان کی رگ رگ سے ہیں واقف خوب ہم

اس کا ہو جائے دوالہ جس کے ہوں مہمان شیخ

شوق بہرائچی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan ShaiKH

Shauq Bahraichi

dekhte hain jab kabhi iman mein nuqsan shaiKH
aune-paune bech Dala karte hain iman shaiKH

baad muddat ke jahan mein rahzanon ke din phire
sunte hain phir ho gae hain ab police kaptan shaiKH

har zaban par zikr-e-haq aur dil mein hai yaad-e-butan
ye nahin khulta ki hain insan ya shaitan shaiKH

ahl-e-shar to aap ko kahte hain amm-e-mohtaram
aur shaitan aap ko kahta hai bhai-jaan shaiKH

be-takalluf hath dho kar baiTh jate hain zarur
dekh lete hain bichha jis ja pe dastar-KHwan shaiKH

shauq hai lekin KHilaf-e-waza apni jaan kar
mol le kar KHud kabhi khate nahin ek pan shaiKH

go tajawuz kar chuke hain aap bhi sau sal se
byah ka rakhte hain lekin aaj bhi arman shaiKH

jab ki bimar-e-mohabbat ka nahin mumkin ilaj
de rahe hain phunk kar bekar use loban shaiKH

kaid ho hirs-o-hawas ho ya fareb-o-makr ho
aap hi ke hath rahta hai har ek maidan shaiKH

'shauq'-sahab un ki rag rag se hain waqif KHub hum
us ka ho jae diwala jis ke hon mehman shaiKH

(559) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan ShaiKH written by Shauq Bahraichi at UrduPoint. Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan ShaiKH is one of the masterpieces written by Shauq Bahraichi. You can also find the complete poetry collection of Shauq Bahraichi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shauq Bahraichi' above.

Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan ShaiKH is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan ShaiKH, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.