Kabhi To Is Par Bhi Ghaur Kije Ki Dil KHushi-na-shanas Kyon Hain, Urdu Ghazal By Shayar Jamali

Kabhi To Is Par Bhi Ghaur Kije Ki Dil KHushi-na-shanas Kyon Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shayar Jamali. Kabhi To Is Par Bhi Ghaur Kije Ki Dil KHushi-na-shanas Kyon Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi To Is Par Bhi Ghaur Kije Ki Dil KHushi-na-shanas Kyon Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی تو اس پر بھی غور کیجے کہ دل خوشی نا شناس کیوں ہیں

شاعر جمالی

کبھی تو اس پر بھی غور کیجے کہ دل خوشی نا شناس کیوں ہیں

یہ عندلیبان خوش نوا سب خموش کیوں ہیں اداس کیوں ہیں

میں مستحق تھا مرا نشیمن جلایا جائے سو جل چکا ہے

سوال یہ ہے کہ اہل گلشن خفیف کیوں بد حواس کیوں ہیں

نہ راہ مشکل نہ دور منزل مگر مرے راہبر بتا دے

تری قیادت میں چلنے والے بہ قید خوف و ہراس کیوں ہیں

ہوا تھا جب اختتام محفل نظر یہ ساقی کی کہہ رہی تھی

ہے کم شناسی کا جن کو شکوہ وہ لوگ خود کم شناس کیوں ہیں

جو اپنے تار نفس سے بن کر زمانے بھر کو لباس بخشیں

وہ جسم ہر زاویے سے گھائل وہ جسم خود بے لباس کیوں ہیں

شاعر جمالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi To Is Par Bhi Ghaur Kije Ki Dil KHushi-na-shanas Kyon Hain

Shayar Jamali

kabhi to is par bhi ghaur kije ki dil KHushi-na-shanas kyon hain
ye andaliban-e-KHush-nawa sab KHamosh kyon hain udas kyon hain

main mustahiq tha mera nasheman jalaya jae so jal chuka hai
sawal ye hai ki ahl-e-gulshan KHafif kyon bad-hawas kyon hain

na rah mushkil na dur manzil magar mere rahbar bata de
teri qayaadat mein chalne wale ba-qaid-e-KHauf-o-hiras kyon hain

hua tha jab iKHtitam-e-mahfil nazar ye saqi ki kah rahi thi
hai kam-shanasi ka jin ko shikwa wo log KHud kam-shanas kyon hain

jo apne tar-e-nafas se bun kar zamane bhar ko libas baKHshen
wo jism har zawiye se ghayal wo jism KHud be-libas kyon hain

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi To Is Par Bhi Ghaur Kije Ki Dil KHushi-na-shanas Kyon Hain written by Shayar Jamali at UrduPoint. Kabhi To Is Par Bhi Ghaur Kije Ki Dil KHushi-na-shanas Kyon Hain is one of the masterpieces written by Shayar Jamali. You can also find the complete poetry collection of Shayar Jamali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shayar Jamali' above.

Kabhi To Is Par Bhi Ghaur Kije Ki Dil KHushi-na-shanas Kyon Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi To Is Par Bhi Ghaur Kije Ki Dil KHushi-na-shanas Kyon Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.