Be-ijazat To Bas Aati Hai Hawa Kamre Mein, Urdu Ghazal By Shazia Niyazi

Be-ijazat To Bas Aati Hai Hawa Kamre Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shazia Niyazi. Be-ijazat To Bas Aati Hai Hawa Kamre Mein comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Be-ijazat To Bas Aati Hai Hawa Kamre Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے اجازت تو بس آتی ہے ہوا کمرے میں

شازیہ نیازی

بے اجازت تو بس آتی ہے ہوا کمرے میں

کون رہتا ہے ترے ساتھ بتا کمرے میں

روز آتی ہے دبے پاؤں کسی کی خوشبو

چھوڑ جاتی ہے کوئی نام پتہ کمرے میں

اپنے حالات بتائیں تو بتائیں کس کو

ایک کرتا ہے ترے بعد ٹنگا کمرے میں

ہر نئی بات پہ جی بھر کے تماشہ کرنا

یہ فرائض تو وہ کرتے ہیں ادا کمرے میں

مجھ سے تو میری اداسی کا سبب پوچھتا ہے

جا کبھی تو مری تصویر لگا کمرے میں

شازیہ نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-ijazat To Bas Aati Hai Hawa Kamre Mein

Shazia Niyazi

be-ijazat to bas aati hai hawa kamre mein
kaun rahta hai tere sath bata kamre mein

roz aati hai dabe-panw kisi ki KHushbu
chhoD jati hai koi nam pata kamre mein

apne haalat bataen to bataen kis ko
ek kurta hai tere baad Tanga kamre mein

har nai baat pe ji bhar ke tamasha karna
ye faraez to wo karte hain ada kamre mein

mujh se tu meri udasi ka sabab puchhta hai
ja kabhi tu meri taswir laga kamre mein

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-ijazat To Bas Aati Hai Hawa Kamre Mein written by Shazia Niyazi at UrduPoint. Be-ijazat To Bas Aati Hai Hawa Kamre Mein is one of the masterpieces written by Shazia Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Shazia Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shazia Niyazi' above.

Be-ijazat To Bas Aati Hai Hawa Kamre Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-ijazat To Bas Aati Hai Hawa Kamre Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.