Be-KHayali Mein Tera Imkan Rahne Ke Liye, Urdu Ghazal By Shazia Niyazi

Be-KHayali Mein Tera Imkan Rahne Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shazia Niyazi. Be-KHayali Mein Tera Imkan Rahne Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-KHayali Mein Tera Imkan Rahne Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے خیالی میں ترا امکان رہنے کے لئے

شازیہ نیازی

بے خیالی میں ترا امکان رہنے کے لئے

مفلسی میں آ گیا مہمان رہنے کے لئے

آپ کے ارماں کو دل سے کھینچ کر باہر کیا

اب کہاں جائیں گے یہ شیطان رہنے کے لئے

شہر کے حالات سے دو چار ہو کر آ گئے

ڈاکوؤں کے بیچ اب دربان رہنے کے لئے

دن دہاڑے خواب کیوں پلکوں پہ مرنے آ گیا

یہ جگہ ہرگز نہیں آسان رہنے کے لئے

اتنے برسوں بعد پھر کیوں آج ایسا لگ رہا

آ گئے کمرے میں دو انجان رہنے کے لئے

عشق میں آنگن دریچے ڈھونڈھنا مت شازیہؔ

آ گئی ہے جیل میں نادان رہنے کے لئے

شازیہ نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-KHayali Mein Tera Imkan Rahne Ke Liye

Shazia Niyazi

be-KHayali mein tera imkan rahne ke liye
muflisi mein aa gaya mehman rahne ke liye

aap ke arman ko dil se khinch kar bahar kiya
ab kahan jaenge ye shaitan rahne ke liye

shahr ke haalat se do-chaar ho kar aa gae
dakuon ke beach ab darban rahne ke liye

din dahaDe KHwab kyun palkon pe marne aa gaya
ye jagah hargiz nahin aasan rahne ke liye

itne barson baad phir kyun aaj aisa lag raha
aa gae kamre mein do anjaan rahne ke liye

ishq mein aangan dariche DhunDhna mat 'shaziya'
aa gai hai jail mein nadan rahne ke liye

(589) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-KHayali Mein Tera Imkan Rahne Ke Liye written by Shazia Niyazi at UrduPoint. Be-KHayali Mein Tera Imkan Rahne Ke Liye is one of the masterpieces written by Shazia Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Shazia Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shazia Niyazi' above.

Be-KHayali Mein Tera Imkan Rahne Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-KHayali Mein Tera Imkan Rahne Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.