KHwahishon Ki AaD Mein Rutba Jawani Le Gai, Urdu Ghazal By Shazia Niyazi

KHwahishon Ki AaD Mein Rutba Jawani Le Gai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shazia Niyazi. KHwahishon Ki AaD Mein Rutba Jawani Le Gai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHwahishon Ki AaD Mein Rutba Jawani Le Gai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہشوں کی آڑ میں رتبہ جوانی لے گئی

شازیہ نیازی

خواہشوں کی آڑ میں رتبہ جوانی لے گئی

پتھروں کے ڈھیر سے مزدور رانی لے گئی

خواب قصہ چاہتیں دنیا سیانی لے گئی

اور جو باقی تھا تیری لن ترانی لے گئی

چاپلوسی سے مجھے بھی دشمنی مہنگی پڑی

کامیابی کو اڑا کر حق بیانی لے گئی

کون سے فرمان کا قصہ سناتے ہو حضور

بادشہ سے آنکھ میری حکمرانی لے گئی

آپ واپس آ گئے ہیں آپ کا پھر کیا گیا

میری خودداری کو لیکن مہربانی لے گئی

چھوٹی موٹی حسرتوں کو وقت لے کر اڑ گیا

چین سے مرنے کی خواہش زندگانی لے گئی

شازیہ نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahishon Ki AaD Mein Rutba Jawani Le Gai

Shazia Niyazi

KHwahishon ki aaD mein rutba jawani le gai
pattharon ke Dher se mazdur rani le gai

KHwab qissa chahaten duniya siyani le gai
aur jo baqi tha teri lan-tarani le gai

chaplusi se mujhe bhi dushmani mahngi paDi
kaamyabi ko uDa kar haq-bayani le gai

kaun se farman ka qissa sunate ho huzur
baadshah se aankh meri hukmarani le gai

aap wapas aa gae hain aap ka phir kya gaya
meri KHuddari ko lekin mehrbani le gai

chhoTi moTi hasraton ko waqt le kar uD gaya
chain se marne ki KHwahish zindagani le gai

(1036) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwahishon Ki AaD Mein Rutba Jawani Le Gai written by Shazia Niyazi at UrduPoint. KHwahishon Ki AaD Mein Rutba Jawani Le Gai is one of the masterpieces written by Shazia Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Shazia Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shazia Niyazi' above.

KHwahishon Ki AaD Mein Rutba Jawani Le Gai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahishon Ki AaD Mein Rutba Jawani Le Gai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.