Ab Tere Intizar Ki Aadat Nahin Rahi, Urdu Ghazal By Shaziya Akbar

Ab Tere Intizar Ki Aadat Nahin Rahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaziya Akbar. Ab Tere Intizar Ki Aadat Nahin Rahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Tere Intizar Ki Aadat Nahin Rahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تیرے انتظار کی عادت نہیں رہی

شازیہ اکبر

اب تیرے انتظار کی عادت نہیں رہی

پہلے کی طرح گویا محبت نہیں رہی

ذوق نظر ہمارا بڑھا ہے کچھ اس طرح

تیرے جمال پر بھی قناعت نہیں رہی

فرقت میں اس کی روز ہی ہوتی تھی اک غزل

اب شاعری ذریعۂ راحت نہیں رہی

دنیا نے تیرے غم سے بھی بیگانہ کر دیا

اب دل میں تیرے وصل کی چاہت نہیں رہی

کچھ ہم بھی تھک گئے ترے در پر کھڑے کھڑے

تم میں بھی پہلے جیسی سخاوت نہیں رہی

تکتے ہیں روز ایک ہی صورت الم کی ہم

یا رب ترے جہاں میں بھی جدت نہیں رہی

شازیہ اکبر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Tere Intizar Ki Aadat Nahin Rahi

Shaziya Akbar

ab tere intizar ki aadat nahin rahi
pahle ki tarah goya mohabbat nahin rahi

zauq-e-nazar hamara baDha hai kuchh is tarah
tere jamal par bhi qanaat nahin rahi

furqat mein us ki roz hi hoti thi ek ghazal
ab shairi zariya-e-rahat nahin rahi

duniya ne tere gham se bhi begana kar diya
ab dil mein tere wasl ki chahat nahin rahi

kuchh hum bhi thak gae tere dar par khaDe khaDe
tum mein bhi pahle jaisi saKHawat nahin rahi

takte hain roz ek hi surat alam ki hum
yarab tere jahan mein bhi jiddat nahin rahi

(621) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Tere Intizar Ki Aadat Nahin Rahi written by Shaziya Akbar at UrduPoint. Ab Tere Intizar Ki Aadat Nahin Rahi is one of the masterpieces written by Shaziya Akbar. You can also find the complete poetry collection of Shaziya Akbar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaziya Akbar' above.

Ab Tere Intizar Ki Aadat Nahin Rahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Tere Intizar Ki Aadat Nahin Rahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.