Nigahon Par Nigahbani Bahut Hai, Urdu Ghazal By Sheen Kaaf Nizam

Nigahon Par Nigahbani Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sheen Kaaf Nizam. Nigahon Par Nigahbani Bahut Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nigahon Par Nigahbani Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نگاہوں پر نگہبانی بہت ہے

شین کاف نظام

نگاہوں پر نگہبانی بہت ہے

نوازش ظل سبحانی بہت ہے

یہاں ایسے ہی ہم کب بیٹھ جاتے

ترے کوچہ میں ویرانی بہت ہے

ابھی قصد سفر کا قصہ کیسا

ابھی راہوں میں آسانی بہت ہے

تری آنکھیں خدا محفوظ رکھے

تری آنکھوں میں حیرانی بہت ہے

لب دریا زباں سے تر کریں گے

ابھی تلوار میں پانی بہت ہے

مبارک ان کو سلطانی ادب کی

مجھے تو اس کی دربانی بہت ہے

شین کاف نظام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nigahon Par Nigahbani Bahut Hai

Sheen Kaaf Nizam

nigahon par nigahbani bahut hai
nawazish zill-e-subhani bahut hai

yahan aise hi hum kab baiTh jate
tere kuche mein virani bahut hai

abhi qasd-e-safar ka qissa kaisa
abhi rahon mein aasani bahut hai

teri aankhen KHuda mahfuz rakkhe
teri aankhon mein hairani bahut hai

lab-e-dariya zaban se tar karenge
abhi talwar mein pani bahut hai

mubarak un ko sultani adab ki
mujhe to us ki darbani bahut hai

(349) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nigahon Par Nigahbani Bahut Hai written by Sheen Kaaf Nizam at UrduPoint. Nigahon Par Nigahbani Bahut Hai is one of the masterpieces written by Sheen Kaaf Nizam. You can also find the complete poetry collection of Sheen Kaaf Nizam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sheen Kaaf Nizam' above.

Nigahon Par Nigahbani Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nigahon Par Nigahbani Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.