Sharar-e-jaan Se Guzar Gardish-e-lahu Mein Aa, Urdu Ghazal By Shees Mohammad Ismail Azmi

Sharar-e-jaan Se Guzar Gardish-e-lahu Mein Aa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shees Mohammad Ismail Azmi. Sharar-e-jaan Se Guzar Gardish-e-lahu Mein Aa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sharar-e-jaan Se Guzar Gardish-e-lahu Mein Aa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شرار جاں سے گزر گردش لہو میں آ

شیث محمد اسماعیل اعظمی

شرار جاں سے گزر گردش لہو میں آ

اب اے نگار تمنا مرے سبو میں آ

مجھے پکار مری بازگشت کی مانند

مرے خمیر سے اٹھ میری گفتگو میں آ

ترے لیے تو لباس غزل ہے نا کافی

قرار جاں تو کسی اور رنگ و بو میں آ

میں تشنہ لب ہوں سر دشت آگہی کب سے

سبیل تو ہے تو صحرائے جستجو میں آ

تجھے تو حلقۂ دانشوراں سے کیا نسبت

تو اعظمیؔ کسی تشہیر کو بکو میں آ

شیث محمد اسماعیل اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sharar-e-jaan Se Guzar Gardish-e-lahu Mein Aa

Shees Mohammad Ismail Azmi

sharar-e-jaan se guzar gardish-e-lahu mein aa
ab ai nigar-e-tamanna mere subu mein aa

mujhe pukar meri baz-gasht ki manind
mere KHamir se uTh meri guftugu mein aa

tere liye to libas-e-ghazal hai na-kafi
qarar-e-jaan tu kisi aur rang-o-bu mein aa

main tishna-lab hun sar-e-dasht-e-agahi kab se
sabil tu hai to sahra-e-justuju mein aa

tujhe to halqa-e-danish-waran se kya nisbat
tu 'azmi' kisi tashhir-e-ku-ba-ku mein aa

(485) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sharar-e-jaan Se Guzar Gardish-e-lahu Mein Aa written by Shees Mohammad Ismail Azmi at UrduPoint. Sharar-e-jaan Se Guzar Gardish-e-lahu Mein Aa is one of the masterpieces written by Shees Mohammad Ismail Azmi. You can also find the complete poetry collection of Shees Mohammad Ismail Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shees Mohammad Ismail Azmi' above.

Sharar-e-jaan Se Guzar Gardish-e-lahu Mein Aa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sharar-e-jaan Se Guzar Gardish-e-lahu Mein Aa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.