Ab To Jis Roz Se RuThi Hai Mohabbat Uski, Urdu Ghazal By Shees Mohammad Ismail Azmi

Ab To Jis Roz Se RuThi Hai Mohabbat Uski is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shees Mohammad Ismail Azmi. Ab To Jis Roz Se RuThi Hai Mohabbat Uski comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab To Jis Roz Se RuThi Hai Mohabbat Uski on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تو جس روز سے روٹھی ہے محبت اس کی

شیث محمد اسماعیل اعظمی

اب تو جس روز سے روٹھی ہے محبت اس کی

بڑھ گئی اور بھی پہلے سے ضرورت اس کی

لوح ہر زخم پہ تحریر ہے اس کا مضمون

نقش ہے ہر ورق دل پہ عبارت اس کی

جسم تو میرا تھا دل اس کا تھا جاں اس کی تھی

میری جاگیر تھی چلتی تھی حکومت اس کی

شور فریاد سنائیں تو سنائیں کس کو

حشر اس کا ہے خدا اس کا قیامت اس کی

دیکھ کر اعظمیؔ اس کو تو بڑا رنج ہوا

وقت نے کیسی بدل ڈالی ہے صورت اس کی

شیث محمد اسماعیل اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab To Jis Roz Se RuThi Hai Mohabbat Uski

Shees Mohammad Ismail Azmi

ab to jis roz se ruThi hai mohabbat us ki
baDh gai aur bhi pahle se zarurat us ki

lauh-e-har-zaKHm pe tahrir hai us ka mazmun
naqsh hai har waraq-e-dil pe ibarat us ki

jism to mera tha dil us ka tha jaan us ki thi
meri jagir thi chalti thi hukumat us ki

shor-e-fariyaad sunaen to sunaen kis ko
hashr us ka hai KHuda us ka qayamat us ki

dekh kar 'azmi' us ko to baDa ranj hua
waqt ne kaisi badal Dali hai surat us ki

(413) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab To Jis Roz Se RuThi Hai Mohabbat Uski written by Shees Mohammad Ismail Azmi at UrduPoint. Ab To Jis Roz Se RuThi Hai Mohabbat Uski is one of the masterpieces written by Shees Mohammad Ismail Azmi. You can also find the complete poetry collection of Shees Mohammad Ismail Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shees Mohammad Ismail Azmi' above.

Ab To Jis Roz Se RuThi Hai Mohabbat Uski is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab To Jis Roz Se RuThi Hai Mohabbat Uski, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.