Dur Se Aati Sada Par Raqsan, Urdu Ghazal By Shehla Naqvi

Dur Se Aati Sada Par Raqsan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shehla Naqvi. Dur Se Aati Sada Par Raqsan comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Dur Se Aati Sada Par Raqsan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور سے آتی صدا پر رقصاں

شہلا نقوی

دور سے آتی صدا پر رقصاں

پاؤں میرے ہیں صبا پر رقصاں

اس کا آتا ہے اندھیرے میں خیال

بجلیاں جیسے گھٹا پر رقصاں

تیز آندھی میں حوادث کی ہم

سوکھے پتے ہیں ہوا پر رقصاں

میرے پندار کے مسمار محل

میں ہوں اب ان کی بنا پر رقصاں

خون آلودہ مرے پاؤں ہیں

اور میں اپنی انا پر رقصاں

شہلاؔ اس رہ گزار شوق پہ چل

اس کے نقش کف پا پر رقصاں

شہلا نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dur Se Aati Sada Par Raqsan

Shehla Naqvi

dur se aati sada par raqsan
panw mere hain saba par raqsan

us ka aata hai andhere mein KHayal
bijliyan jaise ghaTa par raqsan

tez aandhi mein hawadis ki hum
sukhe patte hain hawa par raqsan

mere pindar ke mismar mahal
main hun ab un ki bina par raqsan

KHun aaluda mere panw hain
aur main apni ana par raqsan

'shahla' us rahguzar-e-shauq pe chal
us ke naqsh-e-kaf-e-pa par raqsan

(512) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dur Se Aati Sada Par Raqsan written by Shehla Naqvi at UrduPoint. Dur Se Aati Sada Par Raqsan is one of the masterpieces written by Shehla Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Shehla Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shehla Naqvi' above.

Dur Se Aati Sada Par Raqsan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dur Se Aati Sada Par Raqsan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.